Lrc Player

Karaoke of Jab samne tum aa jate ho Gajal by SAI

Unknown artist
[07:00.60]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:12.81] Aaina dekh ke bole yeh sanwarne wale

[00:18.31] Ab to be-maut marenge mere marne wale

[00:32.57] Dekhke tumko hosh mein aana bhool gaye

[00:44.55] Yaad rahe tum aur zamaana bhool gaye

[00:55.81] hm mm, hm mm mm mm

[01:03.31] jab saamne tum

[01:05.56] hm mm, hm mm mm mm

[01:09.06] Jab saamne tum, aa jaate ho

[01:15.32] Kya jaaniye kya ho jaata hai

[01:22.82] Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai

[01:30.57] Kya jaaniye kya ho jaata hai

[02:11.06] hm mm, hm mm mm mm -2

[02:18.07] Chaaha tha yeh kahenge

[02:22.31] Socha tha socha tha woh kahenge

[02:25.82] Aaye woh saamne to, kuchh bhi na keh sake

[02:32.82] Bas dekha kiye unhein ham

[02:45.32] Dekh kar tujhko yakeen hota hai

[02:51.56] Dekh kar tujhko yakeen hota hai

[02:57.30] Koi itna bhi haseen hota hai

[03:03.31] Dekh paate hain kahan ham tumko

[03:08.81] dil kahin hosh kahin hota hai

[03:16.81] jab saamne tum

[03:18.81] Chorus: hm mm, hm mm mm mm

[03:22.06] ho jab saamne tum, aa jaate ho

[03:28.57] Kya jaaniye kya ho jaata hai

[03:35.57] Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai

[03:43.07] Kya jaaniye kya ho jaata hai

[04:23.06] Aa kar chale na jaana, aise nahin sataana

[04:30.56] De kar hansi labon ko, aankhon ko mar rulaana

[04:38.57] Dena na beqaraari dil ka karaar ban ke

[04:46.32] Yaadon mein kho na jaana tum

[04:50.57] intezaar ban ke, intezar ban ke

[05:05.80] Bhool kar tumko na jee payenge

[05:12.31] Bhool kar tumko na jee payenge

[05:17.81] Saath tum hogi jahan jayenge

[05:23.81] Ham koi waqt nahin hain hamdam

[05:29.06] Jab bulaaoge chale aayenge

[05:37.07] hm mm, hm mm mm mm

[05:44.31] jab saamne tum

[05:46.56] hm mm, hm mm mm mm

[05:49.80] Haa haa jab saamne tum, aa jaate ho

[05:57.06] Kya jaaniye kya ho jaata hai

[06:04.07] Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai

[06:11.31] Kya jaaniye kya ho jaata hai

[06:19.81] hm mm, hm mm mm mm

[00:00.00] ♪