O Sajna Barkha Bahaar Aayi-Karaoke
[00:04.90] O sajna..
[00:16.64] O sajna, barkha bahaar aayi
[00:24.40] ras ki puhaar laayi,
[00:27.89] akhiyoN me pyaar laayi
[00:31.64] O sajna barkha bahaar aayi
[00:39.15] ras ki puhaar laayi,
[00:42.65] akhiyoN me pyaar laayi
[00:46.40] O sajna
[01:01.64] Tumko pukaare mere man ka papihara (2)
[01:16.40] meethi meethi agani me jale mora jiyara
[01:23.40] O sajna barkha bahaar aayi
[01:31.39] ras ki puhaar laayi,
[01:34.89] akhiyoN me pyaar laayi
[01:38.64] O sajna
[01:47.40] Aise rimjhim me o sajan,
[01:50.39] pyaase pyaase mere nayan
[01:53.90] tere hi khaab me kho gayi (2)
[02:12.89] Saanvli salauni ghata jab jab chaayi (2)
[02:27.89] nindiya na aaye mohe, chainva na aaye
[02:35.14] O sajna barkha bahaar aayi
[02:43.15] ras ki puhaar laayi,
[02:46.64] akhiyoN me pyaar laayi
[02:50.14] O sajna barkha bahaar aayi
[02:57.89] ras ki puhaar laayi,
[03:01.65] akhiyoN me pyaar laayi
[03:05.39] O sajna
