Aaina
[00:18.00] Doori doori si rahe
[00:23.00] Thehri thehri si bahe
[00:28.00] Hawaa jo ye dil ki kahe
[00:32.00] Kaise bataaoon tujhe
[00:37.00] Rahe tu jaane kahaan
[00:41.00] Karoon main kaise bayan
[00:46.00] Dhoondhoon man ka aasmaan par
[00:50.00] Kabhi na paaoon tujhe
[00:54.00] Ye jo dil yoon pareshaan hai
[00:58.80] Jaanoon na chaahe ye kya
[01:02.90] Mera man khud bhi hairaan hai
[01:09.00] Kyun tere man se juda
[01:13.00] Aaina hai tu mera
[01:15.00] Main tera aaina
[01:18.00] Hain ek se par judaa
[01:21.90] Rakh ke kinaaron pe
[01:23.90] Dono ki dooriyaan
[01:26.90] Dhoondhein nai daastaan
[01:31.00] Aaina hai tu mera
[01:33.90] Main tera aaina
[01:35.00] Hain ek se par judaa
[01:39.00] Rakh ke kinaaron pe
[01:42.00] Dono ki dooriyaan
[01:45.00] Dhoondhein nai daastaan
[02:08.00] Aankhon mein bhar ke
[02:10.00] Taaron ke sapne
[02:12.00] Jaayenge door tujhe leke
[02:17.00] Phailaa ke baahein
[02:20.00] Humko bulaayein
[02:22.00] Khwaab-o-khayaal khwaahishein
[02:27.00] Thodi thodi hai jo doori
[02:32.00] Dhal hi jaayegi
[02:36.00] Raaste jo Rooh dhoondhe
[02:40.00] Kyun na payegi
[02:43.80] Ye jo dil yoon pareshaan hai
[02:49.00] Jaanoon na chaahe ye kya
[02:52.80] Mera man khud bhi hairaan hai
[02:58.00] Kyun tere man se juda
[03:02.00] Aaina hai tu mera
[03:05.00] Main tera aaina
[03:07.00] Hain ek se par judaa
[03:11.00] Rakh ke kinaaron pe
[03:14.00] Dono ki dooriyaan
[03:17.00] Dhoondhein nai daastaan
[03:21.00] Aaina hai tu mera
[03:23.40] Main tera aaina
[03:26.00] Hain ek se par judaa
[03:30.00] Rakh ke kinaaron pe
[03:33.00] Dono ki dooriyaan
[03:35.00] Dhoondhein nai daastaan
[04:50.80] Aaina hai tu mera
[04:53.70] Main tera aaina
[04:56.00] Hain ek se par judaa
[05:01.00] Rakh ke kinaaron pe
[05:03.00] Dono ki dooriyaan
[05:06.00] Dhoondhein nai daastaan
[05:09.00] Aaina hai tu mera
[05:12.00] Main tera aaina
[05:15.00] Hain ek se par judaa
[05:18.00] Rakh ke kinaaron pe
[05:21.70] Dono ki dooriyaan
[05:23.10] Dhoondhein nai daastaan
