Jo Pyaar Karta HaiHindi Romantic Video SongAjay Devgan, Madhuri Dixit, Prity Zinta
[00:06.01] Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
[00:12.76] Kisi ki zulfon ka baadal ban jata hai
[00:31.01] Kisi ke teeron ka ghayal ban jata hai
[00:42.77] [Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
[00:48.26] Paagal ban jata hai] x 2
[01:01.51] Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
[01:06.76] Kisi ki zulfon ka baadal ban jata hai
[01:12.76] Kisi ke teeron ka ghayal ban jata hai
[01:18.01] [Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
[01:24.04] Paagal ban jata hai] x 2
[02:03.51] Pyaar mein jeena pyaar mein marna
[02:09.02] Aaj hi kar lo jo hai karna
[02:14.77] Der bahut ho jaayegi warna
[02:20.76] Aaj ka din jo guzar gaya
[02:23.26] To kal ban jata hai
[02:26.26] Aaj ka din jo guzar gaya
[02:29.01] ♪
[02:29.78] To kal ban jata hai
[02:32.27] Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
[02:36.28] Paagal ban jata hai
[03:14.26] Yaadein, umangein, armaan, sapne
[03:19.51] Sabke yahan ghar apne apne
[03:25.76] Yeh sach hai yeh mana sabne
[03:31.27] Shahar yeh dil ka ujade
[03:34.01] To jangal ban jata hai
[03:37.03] Shahar yeh dil ka ujade
[03:39.78] To jangal ban jata hai
[03:42.76] Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
[03:49.02] Paagal ban jata hai
[04:03.26] Dil deta hai jaan leta hai
[04:25.28] Amrit mein vish bhar deta hai
[04:31.01] Jeena mushkil kar deta hai
[04:36.76] Pyaar kabhi har mushkil ka
[04:39.27] Hal ban jata hai
[04:42.27] Pyaar kabhi har mushkil ka
[04:45.01] Hal ban jata hai
[04:47.77] Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
[04:54.02] Paagal ban jata hai
[05:00.26] Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
[05:06.01] Kisi ki zulfon ka baadal ban jata hai
[05:11.77] Kisi ke teeron ka ghayal ban jata hai
[05:18.02] [Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
[05:22.78] Paagal ban jata hai] x 3
