Lrc Player

Hua hai aaj pehli baar - Karaoke (With Lyrics)Sanam re

Unknown artist
[05:00.02]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:30.37] Hua hai aaj pehli baar

[00:34.12] Jo aise muskuraya hoon

[00:36.62] Tumhe dekha toh jaana ye

[00:39.62] Ke kyun duniya mein aaya hoon

[00:55.11] Hua hai aaj pehli baar

[00:58.38] Jo aise muskuraya hoon

[01:01.12] Tumhe dekha toh jaana ye

[01:04.13] Ke kyun duniya mein aaya hoon

[01:07.37] Ye jaan lekar ke jaa meri

[01:10.63] Tumhe jeene main aaya hoon

[01:13.38] Main tumse ishq karne ki

[01:16.87] Ijaazat rabb se laaya hoon

[01:58.78] Zameen se aasmaan tak

[02:03.52] Hum dhoondh aaye jahan saara

[02:06.52] Bana paaya nahi ab tak

[02:09.53] Khuda tumse koi pyaara

[02:19.17] Zameen se aasmaan tak

[02:21.41] Hum dhoondh aaye jahan saara

[02:24.91] Bana paaya nahi ab tak

[02:27.66] Khuda tumse koi pyaara

[02:31.41] Baaton mein teri hain badmashiyan

[02:37.16] Sab bewajah ki hain tarifiyaan

[02:41.16] Main likh doon aasmaan par ye

[02:43.66] Ke padh lega jahan saara

[02:49.17] Hua na hoga ab koi

[02:51.66] Yahan hum do sa dobara

[02:55.66] Main duniya bhar ki taarifein

[02:58.67] Tere sajde mein laaya hoon

[03:01.16] Main tumse ishq karne ki

[03:02.81] Ijaazat rabb se laaya hoon

[03:06.07] Rabb se laaya hoon..

[03:39.46] Tu hai jo rubaru mere

[03:41.96] Bada mehfooz rehta hoon

[03:44.96] Tere milne ka shukrana

[03:48.21] Khuda se roj karta hoon

[03:57.22] Tu hai jo rubaru mere

[04:00.47] Bada mehfooz rehta hoon

[04:03.47] Tere milne ka shukrana

[04:06.97] Khuda se roj karta hoon

[04:10.21] Humko pata hai yeh nadaniyaan hain

[04:16.86] Aawara dil ki hai aawariyan

[04:19.37] Yeh dil pagal bana baitha

[04:24.62] Ise ab tu hi samjha de

[04:27.37] Dikhe tujhme meri duniya

[04:30.37] Meri duniya tu banja re

[04:33.62] Hoon khushkismat jo kismat se

[04:36.87] Tumhe aise main paaya hoon

[04:39.84] Main tumse ishq karne ki

[04:42.84] Ijaazat rabb se laaya hoon..