Kinara
[00:58.21] bhigi palkon per naam tumhara hai,[x2] bhigi palkon per naam tumhara hai,[x2] beach bhavar kashti, beach bhavar kashti bari dur kinara hai, bhigi palkon per naam tumhara hai,[x3] poochey yeh leher kyon hai ye doori, ishq me akhir kya hai majboori, mere nahin to kya, mere nahin to kya mera har pal tumhara hai, bhigi palkon per naam tumhara hai,[x3] ujra mera naseeb haath mere khali, tu salamat reh Allah hai baali, dil pe kya guzrey, dil pe kya guzrey woh shaksh jo hara hai, bhigi palkon per naam tumhara hai,[x3] bhujney laggey diye tez hawaon me, ab raha na dum meri sadaon me, maut samney hai kya khoob nazara hai, bhigi palkon per naam tumhara hai,[x4]
[01:00.96] Source: https://www.unp.me/threads/babbu-mann-kinara-lyrics.70266/
