Lrc Player

Mere Samnewali Khidki Mein

Unknown artist
[03:00.48]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:06.72] hmm he he

[00:12.82] mere samne waali khidki mein

[00:16.07] ek chand ka tukda rehta hai

[00:19.58] mere samne waali khidki mein

[00:23.08] ek chand ka tukda rehta hai

[00:26.57] afsos ye hai ke vo hamse

[00:29.83] kuchh ukhda ukhda rehta hai

[00:33.33] mere samne waali khidki mein

[00:36.57] ek chand ka tukda rehta hai

[00:54.02] jis roz se dekha hai usko

[00:57.51] hum shamaa jalaana bhool gaye

[01:07.78] jis roz se dekha hai usko

[01:11.02] hum shamaa jalaana bhool gaye

[01:14.51] dil thaam ke aise baithe hain

[01:17.77] kahin aana jaana bhool gaye

[01:21.26] ab aath pahar in aankhon mein

[01:25.01] wo chanchal mukhda rehta hai

[01:28.51] mere saamne waali khidki mein

[01:31.78] ek chaand ka tukda rehta hai

[01:48.76] barsaat bhi aakar chali gayi

[01:52.01] baadal bhi garaj kar baras gaye

[02:02.53] barsaat bhi aakar chali gayi

[02:05.77] baadal bhi garaj kar baras gaye

[02:09.52] par uski ek jhalak ko hum

[02:12.77] ai husn ke maalik taras gaye

[02:16.26] kab pyaas bujhegi aankhon ki

[02:19.79] din raat ye dukhda rehta hai

[02:23.26] mere samne waali khidki mein

[02:26.27] ek chand ka tukda rehta hai

[02:30.03] afsos ye hai ke wo humse

[02:33.53] kuchh ukhda ukhda rehta hai

[02:36.76] mere samne waali khidki mein

[02:40.52] ek chand ka tukda rehta hai