Aye Mere Watan Ke Logo
[00:04.49] Aye mere watan ke logon
[00:11.50] tum khub lagaa lo naaraa
[00:16.74] ye shubh din hai hum sab kaa
[00:24.26] leharaa lo tirangaa pyaaraa
[00:30.00] par mat bhulo siimaa par
[00:35.48] veeron ne hai praan ganwaae
[00:40.75] kuchh yaad unhein bhi kar lo
[00:46.74] kuchh yaad unhein bhi kar lo
[00:51.48] jo laut ke ghar na aaye
[00:57.66] jo laut ke ghar na aaye
[01:06.66] Aye mere watan ke logon
[01:10.90] zaraa aankh mein bhar lo paani
[01:15.65] jo shahid hue hain unki
[01:21.39] zaraa yaad karo qurbaani
[01:49.76] Jab ghaayal hua himaalay
[01:52.53] khatare mein padi aazaadi
[01:56.52] jab tak thi saans ladhe wo
[02:01.77] phir apani laash bichhaa dii
[02:11.03] sangiin pe dhar kar maathaa
[02:15.51] so gaye amar balidaani
[02:20.31] jo shahid hue hain unki
[02:25.07] zaraa yaad karo qurbaani
[02:35.02] Jab desh mein thi diwaali
[02:38.53] wo khel rahe the holi
[02:43.03] jab hum baithe the gharon mein
[02:47.51] wo jhel rahe the goli
[02:56.78] the dhanya jawaan wo aapane
[03:01.76] thi dhanya wo unki jawaani
[03:06.04] jo shahid hue hain unki
[03:10.52] zaraa yaad karo qurbaani
[03:19.78] Koi sikh koi jaat maraatha
[03:23.77] koi gorkhaa koi madaraasi
[03:32.78] sarhad pe marane waalaa
[03:43.53] har veer thaa bhaaratvaasi
[03:52.03] jo khoon giraa parvat par
[03:56.28] wo khoon thaa hindustaani
[04:01.03] jo shahid hue hain unki
[04:05.51] zaraa yaad karo qurbaani
[04:18.53] Thi khoon se lath pat kaayaa
[04:22.30] phir bhi bandhuk uthaake
[04:27.03] dus dus ko ek ne maaraa
[04:31.76] phir gir gaye hosh ganwaa ke
[04:35.78] jab ant samay aayaa to
[04:52.26] keh gaye ke ab marte hain
[04:56.52] khush rehanaa desh ke pyaaron
[05:15.79] ab hum to safar karte hain
[05:25.02] kyaa log the wo deewaane
[05:31.01] kyaa log the wo abhimaani
[05:34.53] jo shahid hue hain unki
[05:38.26] zaraa yaad karo qurbaani
[05:45.52] Tum bhool naa jaao unko
[05:47.79] is liye kahi ye kahaani
[05:51.30] jo shahid hue hain unki
[05:55.76] zaraa yaad karo qurbaani
[05:59.52] jay hind... Jay hind ki senaa
[06:04.02] jay hind... Jay hind ki senaa
[06:07.04] jay hind, jay hind, jay hind
[06:13.77] Read more at: https://www.highclap.com/aye-mere-watan-ke-logon-lyrics/
