silsila yeh chahat ka
[00:36.39] Mausam ne li angdaayi, aayi aayi
[00:42.89] Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi
[00:49.89] Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega
[01:00.39] Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hmm
[01:17.64] Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
[01:24.39] O Piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega
[01:34.89] Meri chaahat ka diya
[01:37.90] Mere piya ab aaja re mere piya
[01:43.64] Ho, mere piya ab aaja re mere piya
[01:52.14] Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
[02:00.39] Ab aaja re mere piya
[02:04.64] Ho, mere piya ab aaja re mere piya
[02:50.89] Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi
[03:01.39] Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi
[03:08.14] Aur tum vahan the, tum vahan the, tum vahan the
[03:13.39] Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar
[03:20.39] Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum
[03:35.89] Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai
[03:42.64] Jhoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai
[03:49.39] O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
[03:56.14] Yeh hawa aur yeh bijliyaan
[04:00.90] Mere piya ab aaja re mere piya
[04:06.89] Ho, mere piya ab aaja re mere piya
[04:18.89] Dekho yeh pagli deewani, duniya se hai yeh anjaani
[04:25.64] Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega
[04:32.39] Oh piya ab aaja re mere piya
[04:39.64] Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
[04:46.39] Oh piya yeh diya
[04:53.64] Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
[05:00.14] Oh piya yeh diya
[05:08.14] Ae piya, piya, piya
