yt1s.com - Ik Mulaqaat Lyrics Ayushmann K Nushrat B Meet Bros Ft Altamash F Palak M Lyrics Jain
[00:00.40] 3
[00:02.65] 2
[00:04.64] 1
[00:09.39] Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
[00:14.90] Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
[00:20.15] MUSIC
[00:29.40] Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
[00:34.64] Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
[00:39.91] Musalsal nazar barasti rahi
[00:44.65] Taraste hai hum bheege barsaat mein
[00:49.40] Ik mulaqaat
[00:52.15] Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
[00:56.90] Unka yun muskurana ghazab ho gaya
[01:02.15] Kal talak woh jo mere khayalon mein thhe
[01:06.65] Rubaru unka aana ghazab ho gaya
[01:12.40] Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
[01:17.15] Asar dekho na jaane kab ho gaya
[01:22.15] Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
[01:26.90] Unka yun muskurana ghazab ho gaya..
[01:32.90] MUSIC
[01:39.40] 3
[01:44.90] 2
[01:49.90] 1
[01:55.41] Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
[02:00.15] Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
[02:04.90] Aankhon ka aitbaar mat karo
[02:07.90] Yeh uthe, toh qatl-e-aam karti hain
[02:11.15] Koi inki nigaahon pe pehra lagao yaaron
[02:14.40] Yeh nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain
[02:17.91] MUSIC
[02:22.40] Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
[02:27.40] Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
[02:32.39] Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha
[02:37.40] Hai jal raha dil mera kyun pata kuch nahi
[02:42.15] Kyun khayalon mein kuch barf si gir rahi
[02:46.90] Rait ki khwahishon mein nami bhar rahi
[02:52.40] Musalsal nazar barasti rahi
[02:57.15] Taraste hai hum bheege barsaat mein
[03:01.90] Ik mulaqat.
[03:04.65] Ik mulaqat mein, baat hi baat mein
[03:09.40] Unka yun muskurana ghazab ho gaya
[03:14.40] Kal talak woh jo mere khayalon mein thhe
[03:19.40] Rubaru unka aana ghazab ho gaya
[03:24.65] Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
[03:29.90] Asar dekho na jaane kab ho gaya
[03:34.65] Ik mulaqat mein, baat hi baat mein
[03:39.40] Unka yun muskurana ghazab ho gaya
[03:44.90] MUSIC(Oo...)
