6552971516827408385
[00:31.32] Khoyi khoyi si hoon main
[00:37.29] Kyun yeh dil ka haal hai
[00:43.83] Dhundli saari khwaab hai
[00:49.82] Ulja har khayaal hai
[00:56.14] Saari kaliyan murja gayi
[01:01.13] Rang unke yaadon mein reh gaye
[01:08.37] Saare gharaande reet ke
[01:13.62] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi
[01:45.66] Raah mein kal kitni chirag the
[01:51.14] Saamne kal phoolon ki bhaag thi
[01:57.65] Kis se kahun kaun hai jo sune
[02:03.90] Kaante hi kyun maine hai chune
[02:09.90] Sapne mere kyun hai kho gaye
[02:16.15] Jaage hai kyun dil mein gumm mere
[02:25.21] Saare kaliyan murja gayi
[02:30.43] Rang unke yaadon mein beh gaye
[02:37.68] Saare gharaande reet ke
[02:42.92] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi
[03:01.75] Na na na ..
[03:39.23] Kya kahun kyun yeh dil udaas hai
[03:45.47] Ab koi door hai na paas hai
[03:51.72] Choo le jo dil woh baatein ab kahan
[03:57.48] Woh din kahan raatein ab kahan
[04:03.72] Jo bhi dhakhal hai ab khawab sa
[04:10.22] Ab dil mera hai betaab sa
[04:18.80] Saari kaliyan murja gayi
[04:24.77] Rang unke yaadon mein beh gaye
[04:31.99] Saare gharaande reet ke
[04:36.74] Lehrein aayi, lehron mein beh gayi, beh gaye
