Lrc Player

Kam bhari

Kam bhari
[02:18.27]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:14.76] Gully gang kare

[00:15.51] Khalli balli bang bang

[00:16.26] Number kaari dost sari

[00:16.76] Talli puri gang-gang

[00:18.02] Falli thodi haters ke

[00:19.01] Thobde pe plan-plan

[00:20.01] Jod tode inke humne

[00:20.77] Tod mode tang tang

[00:22.02] Baje gana dhang

[00:22.76] Bachkana thode beats

[00:23.52] Jhopdi ke bol boloon

[00:24.51] Khopdi main mere weed

[00:25.26] Rokdi mile hai inhe

[00:26.26] Thokne ki mujhe aaj

[00:27.26] Naukri mile hai jaise

[00:28.01] Lottery ka kaam kaj

[00:29.52] Mera naam bana

[00:30.02] Kaam bhaari Kaam bhaari

[00:30.77] Ne dhaar mari to karo karvayi

[00:32.76] Dhara 307 kya sab kuch main

[00:33.26] Jhel lunga tere liye

[00:34.51] Bhai tu sirf bol inko

[00:35.51] Pel lunga tere liye

[00:36.27] Bass bohut strong

[00:37.51] Gana jaise bandstand

[00:38.26] Mitti main mila do inko

[00:39.26] Bana inka sandman

[00:40.27] Gully gang chali

[00:41.27] Chand ke khoj main

[00:41.76] Ab to tare sitare

[00:42.52] Humein jaante log hain

[00:44.26] Kaam bhaari bhaari kaam

[00:45.76] Lelo jaankari

[00:47.51] Kaam bhari bhaari kaam

[00:49.76] Lelo jaankari

[00:51.26] Kaam bhari bhaari kaam

[00:53.51] Lelo jaankari

[00:55.01] Kaam bhaari bhaari

[00:56.51] Bhaari bhaari kaam

[00:58.76] Jag jao

[01:00.01] Kaam bhaari karo

[01:00.51] Nashte ko khaari khao

[01:01.26] Sumdi main jake maro sutta

[01:02.51] Nek kaam karo, jate jate

[01:03.52] Daan karo buddhi ko,

[01:04.52] Chacha ko, mama ko, hafta

[01:06.02] Toli meri poori saath mein hai

[01:07.02] Baat mein hai bohut dum

[01:08.76] Aur hum karenge thatta

[01:10.02] Jhol kiya maine abbu ka muddal

[01:11.51] Jo pakda gaya to fir khaunga fatka

[01:13.52] Dabbe pe dabba aur

[01:14.51] Dabbe main joker hai

[01:15.26] Fokut ki thokar aur

[01:16.27] Dhakon ki local hai

[01:17.02] Kam pade paisa to

[01:18.01] Mumbai ki local hai

[01:19.01] Jeb kati meri kal

[01:19.77] Miracle ho gaya re

[01:21.27] Bhai log bole rada hua

[01:22.26] College ka khada hua

[01:23.01] Toda foda ina mina zyada hua

[01:24.52] Badi badi batein

[01:25.51] Vada pav khate jake

[01:26.52] Bhag bhag bhag chote

[01:27.27] Raag na de khote khote

[01:35.51] Kaam bhaari bhaari kaam

[01:35.77] Lelo jaankari

[01:36.26] Kaam bhari bhaari kaam

[01:36.76] Lelo jaankari

[01:37.26] Kaam bhari bhaari kaam

[01:38.02] Lelo jaankari

[01:38.76] Kaam bhaari bhaari

[01:41.76] Bhaari bhaari kaam

[01:43.02] Mujhe kya pata tha ke main rap karega

[01:44.77] Acha karega ke whack karega

[01:46.51] Jo bhi karega dhinchak karega

[01:48.26] Fata fat dhapa dhap ghap ghap karega

[01:49.01] Mein to jump karega

[01:51.26] Ganpati mein

[01:52.27] DJ main nachega shaanpati se

[01:54.01] Utpati dega to kaanpatti pe

[01:55.02] Fatfati khelega jhatpatti se

[01:57.76] Kaam bhaari bhaari kaam

[01:59.77] Lelo jaankari

[02:01.52] Kaam bhari bhaari kaam

[02:04.26] Lelo jaankari

[02:05.01] Kaam bhari bhaari kaam

[02:06.76] Lelo jaankari

[02:08.51] Kaam bhaari bhaari

[02:10.51] Bhaari bhaari kaam