Barsaat ki dhun
[00:22.54] Kisi shayar ka dil banke
[00:33.79] Barasti hain boondein tum pe...
[00:35.04] Kisi shayar ka dil banke
[00:00.00] Barasti hain boondein tum pe
[00:00.00] Nazara uff kya hota hai
[00:00.00] Ghuzarti hain jab zulfon se...
[00:00.00] Door kahin ab jao na tum
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Dil mein yehi ek gham rehta hai
[00:00.00] Sath mere tu kam rehta hai
[00:00.00] Haan dil mein yehi ek gham rehta hai
[00:00.00] Sath mere tu kam rehta hai
[00:00.00] Chhod ke abhi jao na tum
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Hun.. ha, dheere dheere haule haule
[00:00.00] Bhiga dengi yeh barsaatein
[00:00.00] Ho... dheere dheere haule haule
[00:00.00] Bhiga dengi yeh barsaatein
[00:00.00] Jaane kahan phir milengi
[00:00.00] Humein aisi mulakaatein
[00:00.00] Sambhalun kaise main dil ko
[00:00.00] Deewana chahe bas tumko
[00:00.00] Khwahishon mein hi
[00:00.00] Jal raha hoon main yahan
[00:00.00] Woh pehli si baarish banke
[00:00.00] Baras jao na tum hum pe
[00:00.00] Hawa ka rukh badal jaaye
[00:00.00] Mohabbat karna tum aise
[00:00.00] Khwab mera yeh todo na tum
[00:00.00] ♪
[00:00.00] Jismon se barasti baarish
[00:00.00] Ne rooh bhiga di hai
[00:00.00] Is mausam ki saazish ne
[00:00.00] Yoon neend udaa di hai
[00:00.00] Waise to dubaane ko bas
[00:00.00] Ik boond hi kaafi hai
[00:00.00] Socho to zara kya hoga
[00:00.00] Abhi raat yeh baaki hai
[00:00.00] Sath mere beh jao na tum
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Bijli chamki lipat gaye hum
[00:00.00] Baadal garja simat gaye hum
[00:00.00] Bijli chamki lipat gaye hum
[00:00.00] Baadal garja simat gaye hum
[00:00.00] Hosh bhi ho jaane do ghum
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
[00:00.00] Sun sun sun barsaat ki dhun sun
