6553445094769301506
[00:00.19] Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
[00:04.97] Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
[00:11.01] Dil mein talab hai lab pe taraana
[00:16.01] Kisiki talaash mein ye gujare zamana
[00:21.01] Kal hai kahan to pal ka bahana
[00:26.28] Nahin tha yaki ham huye to ravana
[00:31.26] Teri yaadein aati hai.....
[00:41.52] Duniya ke raaston mein ek hai zariya, ek hai zariya
[00:47.26] Kehta deewana ye sun to le
[00:52.76] Dariya se ja mili hain kitni hi nadiyaan, kitni hi nadiyaan
[00:58.01] Kehta deewana ye sun to le
[01:02.51] Aisa samaa bhi na dekha hai
[01:08.01] Mausam yeh behka aur mehka hai
[01:13.26] Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
[01:18.01] Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
[01:43.49] Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
[01:49.48] Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
[01:55.25] Kai rang mein dhala hai koi paimaana
[02:00.26] Kahin aasman jhuka hai, zameen hai saraana
[02:05.50] Inhee raaston se guzarte hum rozaana
[02:10.77] Kis ka pata liye hum chale kis thikana
[02:15.52] Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
[02:20.51] Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
[02:26.51] Dil hai nadaan apna kehti hai duniya, kehti hai duniya
[02:31.76] Kaisa deewana ye sun to le
[02:36.75] Humse hairaan duniya kaisi nagariya, kaisi nagariya
[02:42.26] Kehta deewana ye sun to le
[02:47.01] Dheere dheere ab yeh sehna hai
[02:52.51] Aankhen bichaye ab rehna hai
[02:56.90] Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
[03:02.04] Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
