Tum to
[00:27.03] Tum toh darasal khwaab ki baat ho
[00:36.29] Chalti mere khayalon me tum sath sath ho
[00:43.54] Milti hai jo achaanak woh saugaat ho
[00:52.04] Tum toh darasal meethi si pyaas ho
[01:01.53] Lagta hai ye hamesha ke tum aas paas ho
[01:08.03] Thehra hai jo labon pe woh ehsaas ho
[01:16.79] Teri adaa, adaa pe marta main
[01:22.78] Wafaa, wafaa si karta kyun
[01:27.04] Hadon se hoon guzarta main
[01:31.29] Zaraa zaraa zaraa
[01:34.78] Tum toh darasal saanson ka saaz ho
[01:44.53] Dil mein mere chupa jo wohi raaz, raaz ho
[01:51.53] Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
[01:59.28] Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho
[02:24.28] Baarish ka paani ho tum
[02:28.28] Kaagaz ki kashti hoon main
[02:33.78] Tujh mein kahin main beh jaata hoon
[02:42.29] Ho.milne hoon tumse aata
[02:46.53] Waapas nahi jaa paata
[02:50.78] Thoda wahin main reh jaata hoon
[02:56.29] Ho
[02:58.29] Tum toh darasal ikk naya noor ho
[03:08.53] Mujhme bhi ho zara si zara door door ho
[03:15.04] Jaisi bhi ho hamesha hi manzoor ho
[03:21.53] Jaisi bhi ho hamesha hi manzoor ho
[03:47.54] Hota hai aisa aksar
[03:52.78] Dil yeh kisi ko dekar
[03:56.28] Lagta haseen hai saara shehar
[04:01.28] Wo
[04:05.79] Ab dekh tera hokar
[04:10.03] Aisa asar hai mujh par
[04:14.28] Hansta rahoon main aathon pehar
[04:21.04] Ho
[04:22.53] Tum toh darasal ishq ho, pyaar ho
[04:31.79] Aati mere phasaano mein tum baar baar ho
[00:00.00] Inkaar mein jo chhupa hai wo ikraar ho
[00:00.00] Inkaar mein jo chhupa hai wo ikraar ho
[00:00.00] Inkaar mein jo chhupa hai wo ikraar ho
