6553478047738107906
[00:22.81] Purani jeans aur guitar
[00:28.34] Mohalle ki vo chhat
[00:30.83] Aur mere yaar
[00:33.33] Vo raaton ko jaagna
[00:38.33] Subah ghar jaan
[00:41.31] Kood ke deewar
[00:43.82] Vo cigaretee peena
[00:46.33] Gali mein jaake
[00:48.83] Wo karna daanton ko
[00:51.58] Ghadi ghadi saaf
[00:54.34] Pahunchna college hamesha late
[00:59.08] Vo kehna sir ka
[01:01.58] "Get out from the class!"
[01:04.58] Vo bahar jaake hamsha kehna
[01:09.84] Yahan ka system
[01:12.33] Hi hai kharaab
[01:14.82] Vo jaake canteen mein
[01:17.58] Table bajaake
[01:20.08] Vo gaane gaana
[01:22.32] Yaaron ke saath
[01:26.33] Bas yaadein
[01:27.57] Yaadein
[01:28.84] Yaadein reh jaati hain
[01:31.05] Kuchh chhoti
[01:32.58] Chhoti
[01:34.08] Baatein reh jaati hain
[01:36.31] Bas yaadein..
[02:09.59] Vo papa ka daantna
[02:14.82] Vo kehna mummy ka
[02:17.58] Chhodein ji aap
[02:20.06] Tumhein to bas nazar aata hain
[02:25.32] Jahan mein beta
[02:27.83] Mera hi kharaab
[02:30.58] Vo dil mein sochna
[02:33.08] Kar ke kuchh dikha dein
[02:35.58] Vo karna planning
[02:38.07] Roz nayi yaar
[02:40.83] Ladakpan ka vo pehla pyaar
[02:45.83] Vo likhna haathon pe
[02:48.83] A + are
[02:51.31] Vo khidki se jhaankna
[02:56.58] Vo likhna letter
[02:59.08] Unhein baar baar
[03:01.58] Vo dena tofe mein
[03:04.33] Sone ki baaliyan
[03:07.08] Vo lena doston se
[03:09.81] Paise udhaar
[03:13.08] Bas yaadein
[03:14.58] Yaadein
[03:15.58] Yaadein reh jaati hain
[03:17.84] Kuchh chhoti
[03:19.33] Chhoti
[03:20.83] Baatein reh jaati hain
[03:23.08] Bas yaadein..
[03:56.59] Aisa yaadon ka mausam chala
[04:01.81] Bhoolta hi nahin
[04:04.87] Dil mera
[04:07.12] Kahan meri jeans aur guitar
[04:12.09] Mohalle ki vo chhat
[04:14.86] Aur mere yaar
[04:17.36] Vo raaton ko jaagna
[04:22.12] Subah ghar jaan
[04:25.12] Kood ke deewar
[04:27.87] Purani jeans
[04:30.11] Aur guitar..
