Lrc Player

6553509462068434946

Unknown artist
[05:48.81]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:16.64] Yeh neeli neeli aankhon ko mujh say chhupa lo

[00:32.40] Humain zinda rehnay do ae husn walo

[01:16.64] Kar sakee na asar kabhi koi sharab aaj tak

[01:26.64] Na huwa mera eemaan kharab

[01:48.90] Miltay hee tum say nazar rehta nahin koi hosh

[01:55.90] Kho loon na tum ko agar to doori say madhosh

[02:43.15] Kaun hoon yeh nahin tumhain koi khabar

[02:51.30] Wasta bhi nahin koi tum say magar

[03:14.55] Jaanay kiyoun tum bin mujhe sooni lagay har ik shaam

[03:22.94] Aisee hai uljhan mujhe jis ka nahin koi naam

[04:38.45] Na jaanay tum bin mujhe aata nahin kiyoun chaen

[04:45.84] Jaanay phir kab millain magar kaajal bharay nain