Slowed Main Yahaan Hoon Unplugged Cover Veer-zaara Shahrukh khan Chiranshu Tyagi
[00:14.19] Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
[00:21.21] Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
[00:35.79] Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
[00:42.81] Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
[00:49.58] Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
[00:56.87] Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
[01:03.99] Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
[01:10.48] Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
[01:32.25] Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
[01:39.55] Main jawaabon mein hoon
[01:43.07] Main sawaalon mein hoon
[01:53.61] Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
[02:00.65] Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
[02:08.69] Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
[02:14.98] Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
[02:22.52] Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
[02:29.55] Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
[02:37.33] Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan
[02:43.60] Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
