JAANE KYON LOG PYAR KARTE HAIN
[00:21.41] *******
[00:22.15] ************
[00:22.41] ******Lets Sing ********
[00:24.41] Jaane kyon log pyaar karte hain
[00:31.91] Jaane kyon woh kisi pe marte hain
[00:39.66] Jaane kyon log pyaar karte hain
[00:43.16] Jaane kyon woh kisi pe marte hain
[00:47.15] Jaane kyon.. jaane kyon!
[00:54.66] Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
[01:02.91] Pyaar mein sochiye to bas gham hai
[01:07.91] Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai
[01:13.16] Pyaar mein sar jhukana padta hai
[01:18.16] Dard mein muskurana padta hai
[01:22.66] Zehar kyon zindagi mein bharte hain
[01:29.90] Jaane kyon log pyaar karte hain
[01:35.15] Jaane kyon.. jaane kyon!
[01:40.40] Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
[01:48.66] Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
[01:59.41] Pyaar jisko nahin woh tanha hai
[02:07.91] Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
[02:11.66] Pyaar jisko nahin woh tanha hai
[02:15.65] Pyaar sau rang leke aata hai
[02:19.15] Pyaar hi zindagi sajata hai
[02:23.16] Log chhup chhup ke pyaar karte hain
[02:30.66] Jaane kyon saaf kehte darte hain
[02:35.91] Jaane kyon.. jaane kyon!
[02:40.41] Ho jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
[03:31.91] Pyaar bekaar ki musibat hai
[03:37.16] Pyaar har tarah khoobsurat hai
[03:41.41] Ho.. pyaar se hum door hi achchhe
[03:46.91] Arre pyaar ke sab roop hain sachche
[03:50.40] Ho.. pyaar ke ghaat jo utarte hain
[03:55.16] Doobte hain na woh ubharte hain
[03:59.41] Jaane kyon.. jaane kyon!
[04:02.15] Pyaar to khair sabhi karte hain
[04:05.41] Jaane kyon aap hi mukarte hain
[04:09.41] Jaane kyon.... jaane kyon!
[04:16.90] Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
