Lrc Player

Maahi Ve

AR RAhman
[04:00.95]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:14.82] Dhoop paani pe baras jaaye..

[00:18.33] Yeh.. saaye banaaye, mitaaye

[00:25.57] Main kahoon, aur tu aa jaaye, behlaaye

[00:34.32] Har doori sharmaaye

[00:38.31] Tu saath hai, ho din raat hai

[00:41.82] Parchhaaiyan batlaaye

[00:45.81] Tu saath hai... din raat hai

[00:49.06] Saaya saaya, maahi ve! maahi ve!

[00:54.57] Meri har baat mein saath tu hai

[00:57.82] Mahi Ve! Maahi Ve!

[01:01.83] Mere saare haalaat tu

[01:05.58] Maahi ve aye aye aye ye.... o..

[01:12.58] Maahi ye aye aye aye ye.... o..

[01:35.08] Haaye sataaye, manaaye, sataaye

[01:42.32] Tu.. rulaaye, hansaaye.. bhi tu hi

[01:49.32] Humsaaye.. har doori sharmaaye

[01:55.56] Tu saath hai, ho din raat hai

[01:58.57] Parchhaaiyan batlaaye

[02:02.57] Tu saath hai, ho din raat hai

[02:06.08] Saaya saaya, maahi ve, maahi ve!

[02:11.33] Meri sab raaz, kal-aaj, tu hai

[02:15.07] Maahi ve! maahi ve!

[02:18.82] Meri har udaan ek tu

[02:22.32] Maahi ve aye aye aye ye... o..

[02:29.58] Maahi ye aye aye aye ye... o..

[02:37.32] (Maahi ve... Maahi ve...)

[02:59.57] Yeh jeena bhi, na jeena bhi

[03:03.06] Hai dono ka tumse hi vaasta

[03:06.32] O.. main hi to hoon tera pataa

[03:10.33] Hai doosra naa koi raasta

[03:13.58] Aaye mujh tak woh tumko jo ho dhoondhta

[03:17.33] Meri khaamoshiyon mein hai tu bolta

[03:21.32] Yeh jeena bhi, naa jeena bhi

[03:25.33] Jo bhi hua hai, woh tumse hua...

[03:28.58] (Maahi ve.. maahi ve.. maahi ve..)