Ek raja hai ek rani hai
[00:01.58] Uploded by __𝐀𝐦𝐢𝐭 𝐑𝐚𝐣𝐩𝐮𝐭
[00:49.51] Oh oh oh oh….. La la la la………
[00:58.99] Ek raja hai,
[01:01.24] ek ranee hai
[01:03.73] Pas paisa hai
[01:06.23] aur jawanee hai
[01:09.75] Aur kya jindaganee hai,
[01:13.99] oh aur kya jindaganee hai
[01:18.99] Sab nasibo kee yeh kahanee hai
[01:23.74] Teree chahat kee sab nishanee hai
[01:29.75] Aur kya jindaganee hai
[01:34.49] Aur kya jindaganee hai
[01:39.74] Follow me in singeet 1312526
[01:59.67] Ghar hai ek mandir, tum mere devta ho
[02:04.67] Maine rab se mangee, wohee tum duwa ho
[02:09.67] Kaun hame duniya me itna pyar dega
[02:14.67] Itnee khushee aur aisa sansar dega
[02:21.67] Mujhe rehna hai inhee charno me,
[02:26.41] umrr bahon me yu bitanee hai
[02:32.16] Aur kya jindaganee hai,
[02:36.62] oh aur kya jindaganee hai
[02:41.62] Presented by __Amit singh rajput
[03:07.32] Aisee apnee dostee hai aisa dostana
[03:12.08] Yad karega hamko sara jamana
[03:17.07] Dostee pe bilkul na karna bharosa
[03:22.07] Dost banke dete hai log yaha dhoka
[03:29.07] Dostee ham na kabhee todenge
[03:34.07] Aaj hamne yeh dil me thani hai
[03:39.82] Aur kya jindaganee hai,
[03:44.07] oh aur kya jindaganee hai
[03:49.82] ❤❤❤❤❤
[03:58.56] (Beautiful singing)
[04:14.75] Aah aah aah aah aah………
[04:23.92] Aisee gulshan toh baharo me khila kartee hai
[04:28.68] Aise ma bap nasibo se mila karte hai
[04:33.93] Maine har roj duwa mangee hai teree khatir
[04:38.67] Meraa har khwab ban gaya hai hakikat aakhir
[04:44.12] Inn rishto ko ham nibhayenge,
[04:49.11] apnee puja bhee aajmanee hai
[04:54.60] Aur kya jindaganee hai,
[04:58.53] ho aur kya jindaganee hai
[05:04.07] Ek raja hai, ek ranee hai
[05:09.06] Teree chahat kee sab nishanee hai, sab nasibo kee yeh kahanee hai
[05:19.06] Hai karam uska, meherbanee hai
[05:24.82] Aur kya jindaganee hai,
[05:28.82] Oh aur kya jindaganee hai
[05:33.81] Oh aur kya jindaganee hai
[05:38.81] Oh aur kya jindaganee hai
