6571059190805059586
[00:20.79] Tum jo ek pal ko mud jaate
[00:26.02] Kya pata raste jud jaate
[00:32.78] Saare sapne yunhi dhul gaye
[00:36.81] Soch ke tumko naina rul gaye
[00:42.58] Thodi baatein, thode siqve
[00:45.33] Thodi guftagu.. hai…
[00:53.31] Ab bas main hoon meri yaadein
[00:56.33] Aur ye justju.. hai…
[01:04.07] Bas tu hai, haan tu hai
[01:09.58] Aur siyahi si tanhaai
[01:12.59] Bas tu hai (x2)
[01:35.83] Tum jo ek pal ko mud jaate
[01:42.23] Pankh bina dono ud jaate
[01:48.84] Kuch bhi na bole bas tum gaye
[01:52.89] Dhoondhne mein tumko
[01:55.13] Hum hi gum gaye…
[01:59.14] Ab toh ik pal hans doon
[02:00.93] Aur agle pal ro loon
[02:03.93] Tu kahaan hai?
[02:09.19] Kehna chaahun to bhi
[02:11.93] Bolo kis se main bolun
[02:15.44] Tu kahaan hai?
[02:20.68] Bas tu hai, haan tu hai
[02:26.18] Aur siyahi si tanhaai
[02:28.91] Bas tu hai (x2)
[03:00.68] Bas tu hai…
[03:04.19] Lambi raatein, kore din hai
[03:09.23] Hum toh aadhe tere bin hai
[03:14.41] Haan sooni aankhein
[03:17.26] Ab bhi taake
[03:20.25] Tu kahaan hai…
[03:25.27] Bas tu hai, haan tu hai
[03:31.26] Aur siyahhi si tanhaai
[03:34.27] Bas tu hai
[03:36.74] Haan tu hai, tu hai
[03:41.77] Aur siyahhi si tanhaai
[03:45.26] Bas tu hai…
[03:50.02] Hmmm… Bas tu hai…
[03:57.81] Onh… Bas tu hai…
