Lrc Player

6571060653413373953

Unknown artist
[03:31.25]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:15.65] Ullu-le…

[00:29.71] Jaana naa ho jahaan wahin jaata hai

[00:34.21] Dil ullu ka pattha hai

[00:37.46] Phooti taqdeer kyun aazmaata hai

[00:41.96] Dil ullu ka pattha hai (x2)

[01:01.98] Be-sar-pair ki hain iski aadatein

[01:05.97] Aafat ko jaan ke deta hai daavatein…

[01:13.47] Jaise aata hai-chutki-mein jaata hai

[01:16.82] Dil 100-100 ka chhutta hai

[01:19.14] O.. Jaana na ho jahan wahin jaata hai

[01:25.14] Dil ullu ka pattha hai

[01:29.71] Ullu-le…

[01:52.97] Mmm.. confuse hai…

[01:56.56] Dosti pe isey aitbaar.. aadha hai

[02:00.57] Rang mein dosti ke jo bhang ghol de

[02:04.31] Ishq ka bhoot sar pe sawaar aadha hai

[02:09.56] Nigal sake na hi ugal sake…

[02:15.78] Sangmarmar ka bangla banata hai

[02:20.06] Dil Akbar ka pauta hai

[02:23.57] O.. jaana naa ho jahaan wahin jaata hai

[02:27.82] Dil ullu ka pattha hai

[02:29.78] Ullu-le…