Lrc Player

Aa

Nusart fetehc
[04:48.50]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:11.33] Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,

[00:14.82] Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe

[00:17.32] Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,

[00:17.58] Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

[00:23.56] Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

[00:29.08] Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

[00:34.83] Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,

[00:37.57] Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe

[00:40.08] Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,

[00:43.08] Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

[00:46.31] Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

[00:51.82] Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke

[00:57.57] Dekhti hoon ab kayee

[00:59.08] Din hai sona aur chaandi raat ban gayi

[01:06.08] Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

[01:12.07] Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,

[01:14.83] Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe

[01:17.57] Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,

[01:20.32] Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

[01:47.32] Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin

[01:57.83] Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin

[02:03.83] Sab se upar likha, hai tere naam ko

[02:09.32] Khwaishon se jude silsilon mein kahin

[02:14.84] Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse

[02:20.32] Roz hoti hai nayi

[02:22.82] Mere dil ki jeet meri maat ban gayi

[02:27.82] Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

[02:36.07] Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,

[03:00.32] Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe

[03:03.07] Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,

[03:06.08] Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

[03:09.33] Zindagi bewafa hai yeh maana magar

[03:15.07] Chod kar raah mein jaoge tum agar

[03:20.81] Cheen launga main aasman se tumhe

[03:26.31] Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar

[03:31.83] Raunke hain dil ke dar pe, raunke hain dil ke dar pe

[03:37.58] Dhadkane hain surmayi

[03:40.33] Meri kismat bhi tumhari, saath ban gayi

[03:45.32] Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

[03:51.58] Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

[03:57.57] Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke

[04:04.08] Dekhti hoon ab kayee

[04:06.33] Din hai sona aur chaandi raat ban gayi

[04:11.07] Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

[04:17.81] Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,

[04:21.07] Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe

[04:23.07] Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,

[04:25.07] Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe

[04:28.57] Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,

[04:31.58] Honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe

[04:34.57] Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,

[04:37.58] Sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe