Banjaara
[00:03.46] Jise zindagi dhoond rahi hai, kya ye woh maqam mera hai
[00:09.72] Yahaan chain se bas ruk jaoon, kyun dil ye mujhe kehta hai
[00:17.74] Jazbaat naye se mile hai, jaane kya asar ye hua hai
[00:26.26] Ik aas mili phir mujhko, jo qubool kisi ne kiya hai
[00:36.78] Haan kisi shayar ki ghazal, jo de rooh ko sukoon ke pal
[00:45.32] Koyi mujhko yun mila hai, jaise banjare ko ghar
[00:53.37] Naye mausam ki sehar, ya sard mein dopahar
[01:01.39] Koyi mujhko yun mila hai, jaise banjare ko ghar
[01:09.66] Hmm…
[01:13.42] (Instrumental & Vocal Break)
[01:46.50] Jaise koi kinara, deta ho sahara, mujhe woh mila, kisi mod par
[02:01.54] Koi raat ka taara, karta ho ujala, waise hi roshan kare, woh shehar
[02:16.32] Dard mere woh bhula hi gaya kuch aisa asar huya,
[02:24.34] Jeena mujhe phirse woh sikha raha
[02:31.85] Hmm jaise baarish kar de tar, ya marham dard par
[02:40.91] Koi mujhko yun mila hai, jaise banjare ko ghar
[02:48.68] Naye mausam ki sehar, ya sard mein dopahar
[02:56.73] Koi mujhko yun mila hai, jaise banjare ko ghar
[03:04.50] (Instrumental Break)
[03:40.35] Muskaata ye chehra, deta hai jo pehra
[03:47.37] Jaane chupata kya dil ka samundar
[03:56.41] Auron ko toh har-dum, saaya deta hai,
[04:03.42] Woh dhoop mein hai khada khud magar
[04:11.69] Chot lagi hai use phir kyun mehsoos mujhe ho raha
[04:20.21] Dil tu bata de kya hai iraada tera
[04:27.98] Hmm… main parinda be-sabar, tha udha jo dar-ba-dar
[04:38.51] Koi mujhko yun mila hai, jaise banjare ko ghar
[04:44.02] Naye mausam ki sehar, ya sard mein dopahar
[04:51.29] Koi mujhko yun mila hai, jaise banjare ko ghar
[04:59.84] Jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
[05:07.61] Jaise banjare ko ghar
