Ye hasin wadiyan ye khula aasmaan
[00:41.68] Yeh haseen waadiyaan ye khula aasmaan
[00:44.43] Aa gaye hum kahan aye mere saajna
[00:48.17] In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
[00:52.43] Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
[00:56.92] Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan
[01:00.19] Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan
[01:03.69] Tere baalon ki khushboo se mehke chaman
[01:06.93] Sangmarmar ke jaisa ye tera badan
[01:11.93] Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
[01:19.68] Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
[01:29.42] Ye haseen waadiyaan ye khula aasmaan
[01:33.18] Aa gaye hum kahan ay mere saajna
[02:17.67] Yeh bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni
[02:24.68] Yeh janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna
[02:32.68] Tere aanchal ki chhaaon ke tale
[02:36.43] Meri manzil mujhe mil gayi
[02:40.43] Teri palkhon ki chaaon ke tale
[02:44.68] Mohabaat mujhe mil gayi
[02:48.43] Yeh haseen waadiyaan yeh khula aasmaan
[02:52.18] Aa gaye hum kahan aye mere saajna
[02:56.43] In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
[03:00.17] Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
[03:04.17] Yeh haseen waadiyaan yeh khula aasmaan
[03:07.94] Aa gaye hum kahan aye mere saajna
[03:51.93] Jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon
[03:59.68] Aa masti ki raat mein apna tumko bana loon
[04:06.93] Uthne lage hain toofan kyon mere seene mein ay sanam
[04:14.68] Tumhein chaahoonga dilon jaan se
[04:18.93] Meri jaanejaan teri kasam
[04:22.68] Yeh haseen waadiyaan yeh khula aasmaan
[04:26.67] Aa gaye hum kahan aye mere saajna
[04:30.68] In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
[04:34.68] Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Meri jaanejaan yeh hai teri chaandni
[04:46.18] Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
[04:56.18] Ye haseen waadiyaan ye khula aasmaan
[05:00.18] Aa gaye hum kahan aye mere saajna
[05:04.18] Yeh haseen waadiyaan yeh khula aasmaan
[05:08.17] Aa gaye hum kahan aye mere saajna
