Yaadein
[00:23.51] Yaad ye teri mujhko phir se hai sata rahi,
[00:27.06] Ya phir bolu ki wo mujhko kuch to hai bata rahi ki
[00:30.01] Aab bhi dil me mere tera hi makaan hai,
[00:33.04] Tere liye to ham aab bhi dil se Shah Jahan hai par
[00:35.76] kaise kaatu un kala wale haatho ko mai,
[00:38.75] Jab khud hi kalakaar aur kala ka mohtaj hu mai
[00:42.00] Teri yaadon me mai phir se gunguna raha,
[00:45.00] Aur sacchi bolu to mai tujhko soch muskura raha
[00:48.26] Aab aati yaadein teri, par na dekhu tasveere Adhuri baatein jaise banai teri tasveer hai
[00:54.14] Aab jaati aankhein kisi aur ki taraf to
[00:57.01] Unke dekhne se pahle, hi mai bolu bas veere
[01:00.38] Khuda jaanta hai, tu kitni khaas hai
[01:02.75] Khuda maanta na, phir bhi eek aas hai
[01:06.68] Khuda maan le to yaadein banane ko ham dono honge eek sath ayeee
