Tadap Tadap Ke Is Dil Se 4K Ultra HD 2160p - Hum Dil De Chuke Sanam
[00:02.54] Bejaan dil ko.. bejaan dil ko..
[00:13.29] Bejaan dil ko tere ishq ne zinda kiya
[00:25.14] Phir tere ishq ne hi is dil ko tabaah kiya
[01:35.64] Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi
[01:39.39] Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
[01:43.89] To lut gaye, haan lut gaye
[01:48.39] To lut gaye hum teri mohabbat mein
[01:52.90] Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi
[01:57.39] Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
[02:02.39] To lut gaye, haan lut gaye
[02:06.65] To lut gaye hum teri mohabbat mein
[02:10.89] Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi
[02:15.23] Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
[02:19.98] To lut gaye, haan lut gaye
[02:24.48] To lut gaye hum teri mohabbat mein
[02:49.23] Ajab hai ishq yaara
[02:57.23] Pal do pal ki kushiyaan
[03:07.48] Gham ke khazaane milte hain phir
[03:11.73] Milti hain tanhaaiyan
[03:16.73] Kabhi aansu, kabhi aahein
[03:18.98] Kabhi shikve, kabhi naale
[03:21.48] Tera chehra nazar aaye
[03:25.73] Tera chehra nazar aaye
[03:28.48] Mujhe din ke ujaalon mein
[03:30.24] Teri yaadein tadpaayein
[03:34.48] Teri yaadein tadpaayein
[03:36.99] Raaton ke andheron mein
[03:39.48] Tera chehra nazar aaye
[03:43.32] Machal machal ke is dil se aah nikalti rahi
[03:47.32] Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
[03:51.83] To lut gaye, haan lut gaye
[03:56.32] To lut gaye hum teri mohabbat mein
[04:51.08] Agar mile khuda to..
[04:59.57] Poochhunga khudaya
[05:09.07] Jism mujhe de ke mitti ka
[05:13.32] Sheeshe sa dil kyun banaya
[05:18.07] Aur uspe diya fitrat
[05:20.58] Ke woh karta hai mohabbat
[05:22.82] Wah re wah teri kudrat
[05:27.33] Wah re wah teri kudrat
[05:29.83] Uspe de diua kismat
[05:32.07] Kabhi hai milan, kabhi furkat
[05:36.58] Kabhi hai milan, kabhi furkat
[05:38.57] Hai yehi kya woh muhabbat
[05:41.32] Wah re wah teri kudrat
[05:44.82] Sisak sisak ke is dil se aah nikalti rahi
[05:49.08] Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
[05:53.57] To lut gaye, haan lut gaye
[05:57.57] To lut gaye hum teri mohabbat mein
[06:02.57] Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi
[06:07.07] Mujhko saza di pyaar ki aisa kya gunaah kiya
[06:11.57] To lut gaye, haan lut gaye
[06:16.07] To lut gaye hum teri mohabbat mein
