Jism 2 2012 - Yeh Jism Hai Toh Kya
[00:49.54] Yeh jism hai toh kya-
[00:52.60] Yeh rooh ka libaas hai
[00:55.61] Yeh dard hai toh kya-
[00:58.63] Yeh ishq ki talaash hai
[01:01.91] Fanaa kiya mujhe
[01:04.93] Yeh chaahne ki aas ne
[01:07.96] Tarah Tarah shikast hi hua
[01:14.25] Fiza hai kya teri-
[01:17.26] Dil-o-jahaan tabaah kiya!
[01:20.02] Saazaa bhi kya teri-
[01:23.28] Wafa ko bewafa kiya!
[01:26.55] Waah re, zindagi se
[01:29.82] Yun mujhe juda kiya!
[01:32.58] Kahaan kahaan phirun main dhoondta?
[01:38.90] Razaa hai kya teri-
[01:41.67] Dil-o-jahaan tabaah kiya!
[01:44.96] Saazaa bhi kya teri-
[01:48.23] Wafa ko bewafa kiya!
[01:51.24] Dubara zindagi se
[01:54.26] Yun mujhe juda kiya!
[01:57.52] Kahaan kahaan phirun main dhoondta?
[02:28.26] Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
[02:34.05] Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
[02:40.35] Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai
[02:46.64] Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai
[02:52.96] Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
[02:58.99] Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
[03:05.03] Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai
[03:11.07] Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai
[03:20.65] Yeh jism hai toh kya-
[03:23.42] Yeh rooh ka libaas hai
[03:26.43] Yeh dard hai toh kya-
[03:29.69] Yeh ishq ki talaash hai
[03:32.70] Fanaa kiya mujhe
[03:35.72] Yeh chaahne ki aas ne
[03:38.76] Tarah Tarah shikast hi hua
