Sawaar loon
[00:25.99] Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
[00:29.78] Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
[00:34.03] Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
[00:38.53] Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara
[00:42.79] Sanwaar loon, sawaar loon
[00:47.04] Sawaar loon haaye sawaar loon
[00:57.81] Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
[01:01.90] Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
[01:06.39] Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
[01:10.64] Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara
[01:14.89] Sanwaar loon haaye sawaar loon
[01:19.22] Sawaar loon haaye sawaar loon
[02:04.53] Baramade puraane hain, nayi si dhoop hai
[02:08.33] Jo palke khatkhata raha hai kiska roop hai
[02:12.82] Shararatein kare jo aise bhoolke hijab
[02:16.81] Kaise usko naam se, main pukar loon
[02:21.37] Sawaar loon, sawaar loon
[02:25.61] Sawaar loon haaye sawaar loon
[02:54.67] Yeh saari koyalein bani hain aaj daakiyan
[02:58.98] Kuhu-kuhu me chitthiyan padhe mazakiyaan
[03:07.49] Yeh saari koyalein bani hain aaj daakiyan
[03:11.81] Kuhu-kuhu me chitthiyan padhe mazakiyaan
[03:16.07] Inhe kaho ki naa chhupaaye
[03:18.32] Kisne hai likha bataaye
[03:20.56] Uski aaj main nazar utaar loon
[03:24.56] Sawaar loon haaye sawaar loon
[03:28.82] Sawaar loon, sawaar loon
[03:39.57] Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
[03:43.89] Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
[03:47.89] Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
[03:52.15] Issi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara
