GIRAFTAAR
[00:07.03] Sheikh Chillliii…
[00:08.95] Abe ae bachkaane
[00:10.01] Ye sab na main chauthi mein karta tha
[00:14.27] Raftaar marwaake maanega
[00:18.21] Raftaar marwaake maanega
[00:22.47] #Raa..
[00:24.42] Sheikh Chilli
[00:26.44] Saccha musalman hai toh jhooth nahi bolega
[00:29.03] Jaat pe kahan ja raha hai baba
[00:29.42] Apun Insaan hai
[00:30.93] Sun abe saccha musalman nahi
[00:32.40] Saccha insaan hoon
[00:33.43] Tere – show pe dene aayela gyan hoon
[00:34.44] Video mein Helicopter
[00:36.42] Chhote main vimaan hoon
[00:37.68] Chakkar aa jayega
[00:38.71] Kimaam waala paan hoon
[00:39.75] #Raa
[00:40.68] Khaana khilaya na
[00:41.66] Paisa le!
[00:42.69] Studio kiraya bhara tha na
[00:43.16] Paisa le!
[00:44.23] Mujhe tune show pe gawaya na
[00:44.73] Paisa de!
[00:46.16] Main faukat mein aaya tha
[00:47.17] Abe khote soch waale
[00:47.97] Tera munh kaala
[00:48.72] Tu Bantai se bhid gaya
[00:49.73] Samjha kya lala
[00:50.75] Tu paise kamaane ke piche tha pagal
[00:53.00] Hip hop ko chhote humne sambhala
[00:54.25] Tu tootela taala
[00:55.18] Tu khulela naala
[00:57.21] Jhooti teri boli tera kam bhari zaala
[00:59.47] Bantai hatela hai
[01:00.71] Samjha kya lala
[01:01.73] Tu nakli savera main saccha ujaala
[01:04.02] Yahaan tera kaam hi nahi hai
[01:05.43] Undergroud music mein tera naam hi nahi
[01:06.70] Tu faukat dikhawa karta hai chhote
[01:08.96] Hip-Hop mein tereko salam hi nahi hai
[01:10.92] Khuda-haafiz hai
[01:12.93] Mil waapis se
[01:14.90] O mere laal samajh ni aaya toh
[01:16.76] Samajh mein aayega
[01:18.68] Aage kya gayega aur kya batayega
[01:20.66] Mere hi flow mein tu mereko samjhayega
[01:22.50] Sadak gaana chhote pehle se bana tha
[01:24.92] Tune mujhe poocha saath mein banayega kya
[01:26.67] Chaar line haan tune likha tha
[01:28.67] Par poora gaana chhote maine banaya tha
[01:30.48] Phone pe baat kiya recharge karayega kya
[01:32.48] Paisa paisa paisa
[01:33.95] Paise ko khayega kya
[01:37.00] Paise ko khayega kya
[01:39.44] Kitna khaata hai bhai tu
[01:41.48] Ek peti do peti
[01:41.95] Ae kitni peti khata hai tu
[01:42.75] Khilao isko
[01:43.71] DIVINE aur Naezy pe picture bani hai
[01:44.46] Lekin teri picture main ‘ich banaunga
[01:46.22] Tu toh Gully Boy mein nahi hai chhote
[01:48.24] Picture se pehle main sabko bataunga
[01:49.92] Kaun asli kaun nakli
[01:52.69] Kaun chicki kaun chakli
[01:53.42] Rap Game hai bhai
[01:54.42] Yeh mazaak nahi hai
[01:55.19] Tere baat mein koi baat nahi hai chhote
[01:56.20] Tere baat mein awaaz nahi hai kya
[01:57.78] Mere jaisa pagal rapper ka
[01:58.45] Ilaaj nahi hai aaj nahi
[01:59.46] Kal hai mera safal hai mera
[02:01.48] Khud pe bharosa akal hai mera
[02:02.91] Sheikh Chilli gaane mein tu toh nakal hai mera
[02:05.25] Haan pakad le mera, Flow
[02:06.47] Raftaar dekho hua slow
[02:09.71] Giraftaar huaa mera bro
[02:11.71] Chal aye bachkaane mat ro
[02:13.48] Mujhse panga liya sehna padega
[02:14.72] Aadi lega mujhse mehanga padega
[02:16.47] Rapping ke maamle mein
[02:20.97] Main pagal sa rapper hoon
[02:21.93] Ye bata tu mujhse kab tak sadega
[02:23.42] Tu jab tak sadega main tab tak ladega
[02:24.22] Main thakk thakk karega
[02:30.69] Dil dhakk dhakk karega
[02:31.16] Aur mere hi khauf mein
[02:31.53] Tu har jagah jaake tu
[02:32.00] Mere hi baare mein bak bak karega
[02:32.50] Tu bak bak karega…
[02:36.22] Phir se main aake thak thak karega
[02:37.70] Chilla ke gaane ka har kisi k bas ka nahi
[02:39.93] Hard hoon chhote
[02:40.90] Tere jaisa maska nahi
[02:41.98] Aath saal bada phir bhi main thassta nahi
[02:42.92] Hip Hop humara hai tere liye rasta nahi
[02:46.93] Hum log ka Hip Hop hai Bantai
[02:49.50] Kahaan se ghus raha hai tu beech mein
[02:51.73] Pehle tha kya tu idhar
[02:52.49] Jaa na udhar, naach na chhote
[02:53.72] Hashtag #Sadak se pehle
[02:56.22] Sadak Remix record hua
[02:56.91] Saath mein gaana nikalega bol ke
[02:59.17] Mere bhalte mein yeh wala fraud hua
[03:01.23] Saaf dikhta hai upar se ye mooli
[03:02.16] Shoot hoga bolke bahut diya tooli
[03:04.95] Sign karna chahta tha mereko tu
[03:07.17] Isliye phone karke bulaya Delhi
[03:08.92] Baagad ke Billi
[03:09.92] Sheikh Chilli shyana hai
[03:10.99] Ek saal hua bata kahan gaana hai
[03:13.97] Jawaab de logon ko
[03:15.70] Log puch rahe hain #Sadak remix kahan hai
[03:17.92] Yehi asli shot hai Bantai public
[03:20.69] Aur tu ek din mere saath party machayega
[03:24.67] Lekin paisa main laayega
[03:25.47] Warna agli baar tu phir se ginayega
[03:25.98] Raftaar Raftaar hua giraftaar
[03:26.42] Rappers ko topa pinaane ka sanskar band kar
[03:27.49] Seedha sound kam kar
[03:28.66] Maine jo bhi kiya chote
[03:30.49] Kiya khudke dum par
[03:31.20] Puncture fatele tyre
[03:31.97] Katele wire
[03:38.89] –
[03:40.17] –
[03:40.92] Bura laga fire
[03:41.46] Bhott hard hoon main
[03:43.17] Aag hoon main
[03:44.44] Organic banda main
[03:48.65] Jhaad hoon main
[03:52.95] Bhott hard Bhott hard
[03:53.47] Kya
[03:55.44] Bhott hard Bhott hard
[03:56.18] Kya
[00:00.00] Agla gaana pna bhott hard aa raha hai
[00:00.00] Thik hai
[00:00.00] Apun diss wiss mein ni atke rehte
[00:00.00] Apun sacchai batane mein busy hai
[00:00.00] Agle shoot pe chalti public
[00:00.00] Naacho.. chale aye public
[00:00.00] Hard hai hard hai
[00:00.00] Bhai bhott hard hai
[00:00.00] Bhott hard hai, bhott hard hai
[00:00.00] Kya!
