Tera chehra
[00:16.55] Meri bechainiyo ko chain mill jaye
[00:26.05] Tera chehra jab nazar aaye
[00:34.05] Tera chehra jab nazar aaye
[00:42.55] Mere diwanepan ko sabra mill jaaye
[00:52.07] Tera chehra jab nazar aaye
[00:59.55] Tera chehra jab nazar aaye
[01:00.55] Zikra tumhara jab-jab hota hai
[01:06.31] Dekho na aakhon se
[01:08.30] Bhiga bhiga pyar beh jata hai
[01:14.80] Meri tanhaiyo ko noor mil jaye
[01:24.31] Tera chehra jab nazar aaye
[01:32.81] Tera chehra jab nazar aaye
[01:49.05] Main raat din yeh dua karoon
[01:52.81] Tere liye main jiyoon maroon
[01:56.56] Chaaro pehar tujhe dekha karoon
[02:00.32] Mera jahan yeh tujhpe fana karoon
[02:04.80] Zikra tumhara jab-jab hota hai
[02:10.82] Dekho na hotho pe tera ehsas reh jata hai
[02:19.55] Mere har raste ko manzil mill jaye
[02:29.05] Tera chehra jab nazar aaye
[02:37.32] Tera chehra jab nazar aaye
[03:17.57] Berang hawayein mujhe na jane
[03:21.57] De gayi sada kyun abhi abhi
[03:25.55] Hai sarfaroshi yeh ashiqui bhi
[03:29.55] Jayegi jaan meri ismein kabhi
[03:33.56] Zikra tumhara jab-jab hota hai
[03:39.58] Dekho na har lamha teri dastan
[03:44.05] Keh jata hai
[03:48.30] Meri har ik tadap ko sukun mil jaye
[03:57.83] Tera chehra jab nazar aaye
[04:07.07] Tera chehra jab nazar aaye
