Lrc Player

6580329689842194440

Unknown artist
[15:13.27]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[02:29.24] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[02:36.21] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[02:43.72] Charan paduka leke sabse, puchchh rahe Raskhan,

[02:53.97] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[03:00.97] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[03:51.50] Wo nanha sa baalak hai, saawali si surat hai,

[03:59.22] Bal ghunghraale uske, pehenta mor mukut hai,

[04:13.73] Nain uske kajrare, hanth nanhe se pyare,

[04:21.57] Bandh pejaniya pag mei, bade dilkash hai njare,

[04:34.09] Ghayal kar deti hai dil ko, Ghayal kar deti hai dil ko,

[04:37.30] Uski ek muskan,

[04:40.07] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[04:46.82] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[05:23.81] Samjah mei aaya jiska, pata tu puchh raha hai,

[05:30.82] Wo hi baanke Bihari jise tu dhundh raha hai,

[05:45.34] Kahi wo Shyam kahata, khi wo Krishna murari,

[05:53.84] Koi saawawriya kehta, koi govardhan dhari,

[06:02.07] Naam hazaro hai uske, Naam hazaro hai uske,

[06:09.29] Kayi jagah mei dhaam,

[06:11.82] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[06:18.57] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[07:14.03] Mujhe na roko bhai, meri samjho majburi,

[07:22.02] Shyam se mil lene do, bohot hi kam jaruri,

[07:36.78] Sidhiyo se mandir ke, dal kar apna dera,

[07:44.80] Kabhi toh ghar ke baahar Shyam aayega mera,

[07:53.30] Intejaar karte karte hi, Intejaar karte karte hi,

[08:00.52] Subah se ho gayi sham,

[08:02.78] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[08:09.53] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[08:46.53] Jag kar raati bitayi, bhor hone ko aayi,

[08:53.53] Tabhi uske kaano mei koi aahat si aayi,

[09:08.29] Wo aage picche dekhe, Wo dekhe daaye baaye,

[09:16.53] wo charo aur hi dekhe, Nazar koi na aaye,

[09:24.81] Jhuki nazar to kadamo mei hi, Jhuki nazar to kadamo mei hi,

[09:32.03] Betha nanha Shyam,

[09:34.54] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[09:41.53] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[10:18.53] Khusi se gadgad hokar, God mei use uthaya,

[10:25.78] Laga kar ke sine se, Bahot hi pyar lutaya,

[10:41.78] Paduka pehnane ko, pao jyse hi uthya,

[10:48.78] Nazara aisa dekha, kaleja muh ko aaya,

[10:57.02] Kaate chubh chubh kr ke ghayal, Kaate chubh chubh kr ke ghayal,

[11:03.78] Huye the nanhe paao,

[11:06.27] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[11:13.26] Batao kaha milega Shyam, Batao kaha milega Shyam,

[11:48.53] Khabar dete to khud hi, tumhare paas mei aata,

[11:55.53] Na pag mei chhale padte na chubhta koi kata,

[12:11.28] Chhavi jyasi tu meri, basa ke dil mei laya,

[12:18.53] Usi hi roop mei tumse yaha mei milne aaya,

[12:27.05] Gokul se mai pedal aaya, Gokul se mai pedal aaya, Ttere liye Vrijdham,

[12:36.27] Bhao ke bhuke hai bahgwan, Bhao ke bhuke hai bahgwan,

[12:43.28] Bhao ke bhuke hai bahgwan, Bhao ke bhuke hai bahgwan,

[13:27.28] Shyam ki baate sunke kabhi wo hua diwana,

[13:34.53] kaha mujhko bhi dedo, apne charano mei thikana,

[13:50.28] tu malik hai duniya ka yeh myne jaan liya hai,

[13:57.53] likhunga patra tere hi aaj se thaan liya hai,

[14:05.78] syam prem ras barsa sonu, syam prem ras barsa sonu,

[14:12.77] Khan bana raskhan,

[14:30.27] kaanto pe chal kar ke rakhte apne bhagat ka maan,

[14:39.79] Bhao ke bhuke hai bahgwan, Bhao ke bhuke hai bahgwan,

[14:46.78] Bhao ke bhuke hai bahgwan, Bhao ke bhuke hai bahgwan,

[14:53.77] Bhao ke bhuke hai bahgwan, Bhao ke bhuke hai bahgwan,

[15:00.79] Bhao ke bhuke hai bahgwan, Bhao ke bhuke hai bahgwan,