6596958938208409608
[00:36.92] (pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
[00:46.92] bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki) - (2)
[01:17.42] pukarata chala hoon main
[01:37.42] ye dillagi ye shokhiya salaam ki, yahi to baat ho rahi hai
[01:45.42] kaam ki
[01:47.42] koi to mood ke dekh lega is taraf, koi nazar to hogi mere
[01:54.92] naam ki
[01:57.93] pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
[02:06.93] bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki
[02:17.18] pukarata chala hoon main
[02:37.43] suni meri sada to kis yaqeen se, ghata utar ke aa gayi
[02:44.93] zameen pe
[02:47.18] rahi yahi lagan to ai dil-e-jawaa, asar bhi ho rahega ek
[02:54.68] haseen pe
[02:57.42] pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
[03:06.93] bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki
[03:16.92] pukarata chala hoon main
