6596959211559589896
[00:01.17] (pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
[00:00.00] bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki) - (2)
[00:00.00] pukarata chala hoon main
[00:00.00] ye dillagi ye shokhiya salaam ki, yahi to baat ho rahi hai
[00:00.00] kaam ki
[00:00.00] koi to mood ke dekh lega is taraf, koi nazar to hogi mere
[00:00.00] naam ki
[00:00.00] pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
[00:00.00] bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki
[00:00.00] pukarata chala hoon main
[00:00.00] suni meri sada to kis yaqeen se, ghata utar ke aa gayi
[00:00.00] zameen pe
[00:00.00] rahi yahi lagan to ai dil-e-jawaa, asar bhi ho rahega ek
[00:00.00] haseen pe
[00:00.00] pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki
[00:00.00] bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki
[00:00.00] pukarata chala hoon main
