Tum Kya Jaano Aashiq 128 Kbps
[00:00.26] ♪♪♪
[00:49.77] ♀ Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar
[00:55.26] ♂ Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar
[01:00.51] ♀ Aisa hai yeh.. deewanapan
[01:05.76] ♂ Jab tak naa dekhoon tumko aaye naa qaraar
[01:10.76] ♀ Lag jaao mere seene se yaar
[01:17.77] ♂ Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar
[01:23.01] ♀ Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar
[01:28.27] ♂ Aisa hai yeh.. deewanapan
[01:33.75] ♀ Jab tak naa dehkoon tumko aaye naa qaraar
[01:38.52] ♂ Lag jaao mere seene se yaar
[01:45.51] ♪♪♪
[01:55.52] ♀ Pehle kabhi to dil mera
[02:01.02] Itna nahin tha deewana
[02:06.01] Kya cheez hai deewaangi
[02:11.51] Paake tujhe maine jaana
[02:17.01] ♂ Tujhko dekha tujhko chaaha tera ho gaya
[02:22.26] Jaane jaana main tere khwaabon mein kho gaya
[02:27.26] ♀ Aa choom loon tujhe baar baar
[02:34.50] ♂ Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar
[02:40.01] ♀ Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar
[02:45.27] ♂ Aisa hai yeh.. deewanapan
[02:50.52] ♀ Jab tak naa dehkoon tumko aaye naa qaraar
[02:55.01] ♂ Lag jaao mere seene se yaar
[03:02.26] ♪♪♪
[03:19.76] ♂ Uff kya samaa jawaan hai
[03:25.51] Aaghosh mein chaandni hai
[03:30.77] Bikhri hai jo yahan vahan
[03:36.02] Voh pyaar ki roshni hai
[03:41.77] ♀ Hai tere hi dam se meri chaahat ka jahan
[03:46.76] Tere jaisa aashiq sab ko milta hai kahan
[03:51.76] ♂ Tujhpe sanam meri jaan nisaar
[03:59.02] ♀ Tum kya jaano dil karta tumse kitna pyaar
[04:04.52] ♂ Rehta hai mujhko bas tumhaara intezaar
[04:09.51] ♀ Aisa hai yeh.. deewanapan
[04:14.74] ♂ Jab tak naa dekhoon tumko, aaye naa qaraar
[04:19.77] ♀ Lag jaao mere seene se yaar
[04:26.52] ♂ A.. a.. a.. a...
