Tune Jo Na Kaha
[00:01.71] Mmmm mmm mmmmmm... mmm mmmm
[00:38.21] Tune jo na kaha
[00:40.96] Main woh sunta raha
[00:43.97] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[01:02.21] Tune jo na kaha
[01:04.71] Main woh sunta raha
[01:07.96] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[01:11.21] Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
[01:20.30] Is shehar mein na apna thikana raha
[01:25.96] Durr chahat se mein apni chalta raha
[01:31.96] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[01:57.21] Dard pehle se hai zyaada
[01:59.71] Khud se phir yeh kiya wada
[02:03.21] Khamosh nazrein rahe bezubaan
[02:14.48] Aab na pehle si baatein hain
[02:17.72] Bolo to lab thar tharatein hain
[02:20.96] Raaz yeh dil ka
[02:24.96] Na ho bayaan
[02:26.47] Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi
[02:31.97] Humsafar mein toh hai
[02:35.21] Humsafar hai nahi
[02:38.46] Durr jaata raha
[02:41.22] Paas aatha raha
[02:43.96] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[03:26.96] Aaya woh phir nazar aise
[03:29.77] Baat chidne lagi phir se
[03:32.96] Aankho mein chubtha kal ka dhuwaan
[03:44.47] Haal tera na hum sa hain
[03:47.46] Is khushi mein kyun gham sa hai
[03:50.72] Basne laga kyun phir woh jahan
[03:56.21] Woh jahan durr jisse gaye the nikal
[04:01.96] Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehel
[04:07.97] Lamha beet ta huwa
[04:10.96] Dil dhukata raha
[04:14.21] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[04:20.46] Tune jo na kaha
[04:22.96] Main woh sunta raha
[04:26.21] Khamakha bewajah khwaab bunta raha
[04:32.22] Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
[04:37.96] Is shehar mein na apna thikana raha
[04:44.21] Durr chahat se main apni chalta raha
[04:52.71] Bhuj gayi aag thi
[04:54.96] Daag jalta raha
