Arambh
[00:49.90] [Aarambh hai prachand,
[00:51.49] Bole mastako ke jhund,
[00:53.33] Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do]
[01:05.04] [Aarambh hai prachand,
[01:06.63] Bole mastako ke jhund,
[01:08.75] Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do]
[01:12.99] Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
[01:16.20] Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
[01:20.72] Aarambh hai prachand,
[01:22.05] Bole mastako ke jhund,
[01:23.91] Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do
[01:27.90] Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
[01:30.28] Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
[01:36.13] Aarambh hai prachand…
[01:55.29] [Mann kare so praan de,
[01:57.15] Jo mann kare so praan le,
[01:58.99] Wahi to ek sarv shaktimaan hai]
[02:03.00] [Mann kare so praan de,
[02:04.84] Jo mann kare so praan le,
[02:06.70] Wahi to ek sarv shaktimaan hai]
[02:10.69] Ishr ki pukaar hai yeh bhagwat ka saar hai,
[02:14.14] Ki yudh hi to veer ka pramaan hai,
[02:18.38] Kauravo ki bheed ho ya pandavo ka neer ho,
[02:22.12] Jo lad saka hai wo hi to mahaan hai,
[02:25.82] Jeet ki hawas nahi, kisi pe koi vash nahi,
[02:29.55] Kya zindagi hai thokaro pe maar do,
[02:33.53] Maut anth hai nahi to maut se bhi kyu dare?
[02:36.98] Yeh jaake aasmaan mein dahaad do,
[02:41.28] Aarambh hai prachand,
[02:42.59] Bole mastako ke jhund,
[02:44.46] Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do
[02:48.99] Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
[02:50.59] Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
[02:56.69] Aarambh hai prachand…
[03:15.83] [Ho daya ka bhaav ya ki shaurya ka chunaav,
[03:19.01] Ya ki haar ka wo ghaav tum yeh soch lo]
[03:23.52] [Ho daya ka bhaav ya ki shaurya ka chunaav,
[03:26.99] Ya ki haar ka wo ghaav tum yeh soch lo]
[03:31.23] Ya ki poore bhaal bhar jala rahe vijay ka laal,
[03:34.94] Laal yeh gulaal, tum yeh soch lo,
[03:38.95] Rang kesari ho ya mridang kesari ho ya ki,
[03:42.65] Kesari ho laal tum yeh soch lo..
[03:48.23] Jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet,
[03:56.20] Uss kavi ko aaj tum nakaar do,
[03:59.92] Bheegti nasso mein aaj, phoolti rago mein aaj,
[04:03.66] Aaj aag ki lapat ka tum baghaar do,
[04:07.90] Aarambh hai prachand,
[04:09.22] Bole mastako ke jhund,
[04:11.08] Aaj jung ki ghadi ki tum guhar do
[04:15.07] Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan,
[04:18.51] Aaj ek dhanush ke baarn pe utaar do,
[04:22.79] Aarambh hai prachand
[04:27.03] Aarambh hai prachand
[04:30.46] Aarambh hai prachand
[04:36.85] Hoye hoye hoye…
[04:50.66] Source: neel-match
