KAAM 25
[00:03.25] Kaam 25 hai
[00:05.79] Bole to din hain, game over
[00:08.78] Bacha le marne se
[00:09.79] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:11.28] Ram naam satya hai
[00:12.78] Yeh khule aam hatya hai
[00:13.79] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:16.28] Sun le tu achche se, dar ja marne se
[00:19.04] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:21.28] Mere jaise ek, tere jaise chhatis hain
[00:23.78] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[00:26.53] Bole to game over!
[00:29.28] Kaam 25 hai mat dikha batteese
[00:31.77] Mar jayega ghalti se gayab tu dharti se
[00:33.77] Chalta yeh sher bole apne hi marzi se
[00:36.28] Gardi mein fark nahi
[00:38.03] Charsi aur vardi mein
[00:39.53] Rajneeti mein yahan
[00:40.76] Sabse zyada paisa kyun hai
[00:41.78] Public ko nahi dikhta
[00:42.78] Waise wala paisa kyun hai
[00:43.81] Public ki seva phir
[00:45.29] Paise wala neta kyun hai
[00:46.55] Mumbai shehar sabko
[00:48.01] Kam zyaada deta kyun hai
[00:49.53] Alag kutte, yeh kaat’te yeh bhaunkte nahi
[00:51.27] Alag ghode, yeh thokte yeh daudte nahi
[00:53.78] Yahan pe naam kaam karta hai
[00:55.26] Police wala bhi bola
[00:57.04] Mera star bahut halka hai
[00:58.04] Scene thoda dhalta hai
[01:00.03] Game hona sabka hai
[01:01.28] Agar tu zinda phir jee le na beta
[01:03.03] Bambai shehar chillum taiyar hai
[01:05.03] Ab pee le na beta
[01:07.51] Seedha seene mein beta
[01:09.03] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:10.28] Ram naam satya hai
[01:11.28] Yeh khule aam hatya hai
[01:13.03] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:15.03] Sun le tu achche se, dar ja marne se
[01:17.78] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:18.79] Mere jaise ek, tere jaise chhatis hain
[01:22.78] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[01:25.04] Bole to game over!
[01:28.28] Raaste mein khadde nahi
[01:29.29] Khaddon mein raaste hain
[01:30.53] Chhaati hai chaudi kyunki
[01:31.54] Bambai har saans mein hai
[01:33.03] Darna kis’se jab samundar bhi sath mein hai
[01:35.28] Paani hai gehra aur
[01:36.55] Shooter sab shark se hain
[01:38.29] Aaya rakh se tu jayega bhi rakh mein
[01:40.02] Dimag mein yeh daal de
[01:41.53] Tu shatir har chaal mein
[01:42.53] Hoon shatir wohi town mein
[01:44.06] Kaam mein lagao agar sahi sa amount hai
[01:46.27] Chhote zara town mein
[01:48.06] Khilane wale hath ko nahi kaatne ka
[01:50.03] Milane wale hath ko nahi chaatne ka
[01:52.54] Teri hai thaali to apne mein khaane ka
[01:54.52] Apni harkaton ko doosron mein baantne ka
[01:57.31] Yeh Bambai wali rule chhote cool
[01:59.28] Chhote class aane ke liye
[02:01.53] Thoda padhna padta school
[02:02.54] Chhote mat bhool
[02:03.54] Chhote number one hai rule
[02:04.81] Chhote baap hota baap aur
[02:06.53] Tu to mera phool chhote
[02:08.04] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:08.75] Ram naam satya hai
[02:10.28] Yeh khule aam hatya hai
[02:11.79] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:13.03] Sun le tu achche se, dar ja marne se
[02:15.04] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:18.78] Mere jaise ek, tere jaise chhatis hain
[02:21.28] Kaam 25 hai, kaam dhaam 25 hai
[02:24.06] Bole to game over!
