Meri Samne Wali Khidki
[00:06.36] Hmm he he
[00:13.35] Mere samne waali khidki mein
[00:16.28] Ek chand ka tukda rehta hai
[00:20.01] Mere samne waali khidki mein
[00:23.19] Ek chand ka tukda rehta hai
[00:26.10] ♥️♥️♥️
[00:26.65] Afsos ye hai ke vo hamse
[00:30.10] Kuchh ukhda ukhda rehta hai
[00:33.56] Mere samne waali khidki mein
[00:37.02] Ek chand ka tukda rehta hai
[00:41.28] 🔹🔹🔹
[00:51.37] Jis roz se dekha hai usko
[00:57.49] Hum shamaa jalaana bhool gaye
[01:14.76] Dil thaam ke aise baithe hain
[01:18.12] Kahin aana jaana bhool gaye
[01:21.66] Ab aath pahar in aankhon mein
[01:25.12] Wo chanchal mukhda rehta hai
[01:28.29] Mere saamne waali khidki mein
[01:31.78] Ek chaand ka tukda rehta hai
[01:35.25] 🔹🔹🔹🔹
[01:49.09] Barsaat bhi aakar chali gayi
[01:52.56] Baadal bhi garaj kar baras gaye
[02:02.66] Barsaat bhi aakar chali gayi
[02:06.14] Baadal bhi garaj kar baras gaye
[02:09.62] Par uski ek jhalak ko hum
[02:13.33] Ai husn ke maalik taras gaye
[02:16.52] Kab pyaas bujhegi aankhon ki
[02:19.71] Din raat ye dukhda rehta hai
[02:23.19] Mere samne waali khidki mein
[02:26.63] Ek chand ka tukda rehta hai
[02:30.10] Afsos ye hai ke wo humse
[02:33.59] Kuchh ukhda ukhda rehta hai
[02:37.05] Mere samne waali khidki mein
[02:40.75] Ek chand ka tukda rehta hai
