Jiyein kyu
[00:39.97] Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge
[00:46.07] Na shaam ki karaari chai, labo'n se yun pilaoge
[00:53.25] Na aaye ho, na aaoge, na din dhale sataoge
[00:59.62] Na raat ki nashili bye se neendh mein jagaoge
[01:05.73] Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
[01:12.37] Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
[01:19.55] Gaye tum gaye hum tham gaye
[01:23.83] har baat baaki hai
[01:25.68] Gaye kyun toh jiyein kyun
[01:34.99] Na aaye ho, na aaoge, na dooriyaan dhikhaoge
[01:39.77] Na thaam ke woh josh mein yun hosh se udaoge
[01:48.02] Na aaye ho, na aaoge, na jhoot se sunaoge
[01:54.66] Na rooth ke sirhane mein, remote ko chhupaoge
[02:00.81] Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
[02:07.18] Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
[02:14.09] Gaye tum gaye hum tham gaye
[02:19.41] har baat baaki hai
[02:20.73] Gaye kyun toh jiyein kyun
[03:02.19] Aankh bhi tham gayi, na thaki
[03:08.31] Raat bhi na bati, na kati
[03:14.69] Raat bhi chherti marrti
[03:21.33] Neend bhi lutt gayi, chiin gayi
[03:27.97] Raat bhi na sahi, na rahi
[03:34.89] Raat bhi laazmi, zaalmi
[03:41.00] Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
[03:45.26] Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
[03:54.55] Gaye tum gaye hum tham gaye
[03:57.74] har baat baaki hai
[04:02.01] Gaye kyun toh jiyein kyun
[04:07.84] Gaye kyun toh jiyein kyun
[04:45.36] Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge
[04:52.54] Na shaam ki karaari chai
[04:57.84] labo'n se yun chhudaoge
