AAI JO TERI YAAD
[00:41.41] o saathiya o saathiya
[00:47.66] aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat
[00:55.41] liya teraa naam phir mehaki shaam
[00:59.41] yaado ne teri ye kya kiya
[01:04.16] dil chura liya saathiya
[01:10.16] dil chura liya saathiya
[01:16.17] aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat
[01:23.67] liya tera naam phir mehaki shaam
[01:27.91] yaado ne teri ye kya kiya
[01:32.17] dil chura liya saathiya
[01:38.66] dil chura liya saathiya
[02:20.92] aankho ne dekhe phir se wahi manjar
[02:27.92] jo ho gaye the ek pal me hee gum
[02:36.92] yaado me khoke kyu aisa laga bas
[02:45.17] phir aa gaye meri baaho me tum
[02:50.67] tanha hai tere bin mushkil hai kitne din
[02:58.42] liya tera naam phir mehaki shaam
[03:02.42] yaado ne teri ye kya kiya
[03:06.41] dil chura liya saathiya
[03:13.91] ha dil chura liya saathiya
[03:55.92] ye tanhayi aur ye bechaini
[04:02.92] jeete jee dekh le, le na jaan
[04:11.42] bas chup rahke aur sab kuchh seh ke
[04:19.16] jina bhi hai hame ab yaha
[04:25.42] tuta hai tera saath yaade hai mere paas
[04:33.17] liya tera naam phir mehaki shaam
[04:38.17] yaado ne teri ye kya kiya
[04:41.17] dil chura liya saathiya
[04:46.91] dil chura liya saathiya
[04:53.41] aayi jo teri yaad, dil ne kee dil se baat
[04:58.91] liya teraa naam phir mehaki shaam
[05:05.67] yaado ne teri ye kya kiya
[05:09.41] dil chura liya saathiya
[05:18.16] ha dil chura liya saathiya
