Teri mitti remix
[00:01.11] Kesari
[00:08.03] Talwaaron Pe sar Waar Diye
[00:12.29] Angaaron Me Jism Jalaya Hai
[00:17.07] Tab Jaa Ke Kahin Humne Sar Pe
[00:22.11] Ye Kesari Rang Sajaya Hai
[00:28.22] Ae Meri Zameen, Afsos Nahin,
[00:33.00] Jo Tere Liye Sau Dard Sahe
[00:35.93] Mahfooz Rahe, Teri Aan sadaa,
[00:38.58] Chahe Jaan Meri Ye Rahe Naa Rahe
[00:40.45] Ae Meri Zameen, Mahboob Meri,
[00:43.38] Meri Nas Nas Mein Tera Ishq Bahe
[00:45.78] Pheeka Na Pade Kabhi Rang Tera,
[00:48.69] Jismon Se Nikal Ke Khoon Kahe
[00:52.67] Teri Mitti Me Mil Jaawaan
[01:05.16] Gul Ban Ke Main Khil Jaawaan
[01:08.35] Itni Si, Hai Dil Ki… Aarzu
[01:11.54] Teri Nadiyon Me Bah Jaawaan
[01:14.72] Teri Faslon Me Lahraawaan
[01:17.38] Itni Si, Hai Dil Ki…Aarzu
[01:20.03] Sarso Se Bhare, Wo Khet Mere
[01:31.72] Jahan Jhoom Ke Bhangdaa Paa Naa Saka
[01:35.97] Aabaad Rahe, Wo Gaanv Mera,
[01:37.83] Jahan Laut Ke Wapas Jaa Naa Saka
[01:42.88] O Watna Ve, Mere Watna Ve
[01:45.00] Tera Mera Pyaar Niralaa Tha
[01:46.86] Quarbaan Hua, Teri Asmat Pe
[01:49.79] Main Kitna Naseebon Wala Tha
[01:52.71] Teri Mitti Me Mil Jaawaan
[02:01.21] Gul Ban Ke Main Khil Jaawaan
[02:05.46] Itni Si, Hai Dil Ki… Aarzu
[02:09.97] Teri Nadiyon Me Bah Jaawaan
[02:12.36] Teri Kahiton Me Lahraawaan
[02:14.49] Itni Si, Hai Dil Ki… Aarzu
[02:20.87] O Heer Meri, Tu Hasti Rahe,
[02:22.46] Teri Aankh Ghadi Bhar Nam Na Ho
[02:25.65] Main Marta Tha, Jis Mukhde Pe,
[02:28.30] Kabhi Uska Ujala Kam Naa Ho
[02:33.08] O Maayi Meri, Kya Fikra Tujhe,
[02:34.94] Kyun Aankh Se Dariya Bahta Hai
[02:37.07] Tu Kahti Thee, Tera Chaand Hoon Main,
[02:39.49] Aur Chaand Humesha Rahta Hai
[02:44.53] Teri Mitti Me Mil Jaawaan
[02:46.39] Gul Ban Ke Main Khil Jaawaan
[02:48.79] Itni Si, Hai Dil Ki… Aarzu
[02:51.44] Teri Nadiyon Me Bah Jaawaan
[02:55.96] Teri Faslon Me Lahraawaan
[02:58.09] Itni Si, Hai Dil Ki… Aarzu
