Zara Zara
[00:26.97] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[00:32.51] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[00:37.73] Mujhe bhar le apni baahon mein
[00:43.72] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[00:48.95] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[00:53.96] Mujhe bhar le apni baahon mein
[00:57.71] Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
[01:04.73] Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
[01:39.96] Yunhi baras baras kaali ghata barse
[01:44.21] Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
[01:52.97] Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
[01:57.73] Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
[02:06.46] Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
[02:13.95] Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
[02:20.21] Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[02:25.46] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[02:30.50] Mujhe bhar le apni baahon mein
[02:42.75] Aaja re aa re
[03:30.48] Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
[03:34.25] Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
[03:42.98] Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
[03:47.99] Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
[03:56.21] Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
[04:03.71] Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
[04:10.98] (Zara zara bahekta hai, mahekta hai
[04:16.48] Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
[04:20.46] Mujhe bhar le apni baahon mein
[04:24.74] Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
[04:31.48] Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
[04:39.98] Aaja re, aaja re, aaja re
