Namak Paare
[00:15.67] Nau baje ka tha waada
[00:18.64] Bhulaya tune wo
[00:20.50] Nibhaya na aadha
[00:23.19] Haaye nau baje
[00:25.05] Ka tha waada
[00:26.65] Bulata hai ye dil
[00:28.51] Nigaahon se zyada
[00:31.69] Seene mein saansein
[00:33.58] Hain bhaari bhaari
[00:35.70] Tera nasha saa
[00:37.57] Hai yaara taari
[00:38.89] Tann mein hain
[00:40.48] Jaise angaare
[00:43.67] Teri raahein dekhe
[00:45.53] Mere honthon ke
[00:47.14] Namak paare namak pare
[00:49.78] Teri raahein dekhe
[00:51.64] Mere honthon ke
[00:53.23] Namak paare namak pare
[01:23.78] Honth se salvatein
[01:25.90] Raat se karwatein
[01:27.50] Kyun bhala na
[01:29.09] Mite kya jaane koi
[01:30.95] Main se tu jod de
[01:33.34] Chudiyan tod de
[01:35.74] Kaam ko chhod
[01:37.59] De to maane koi
[01:40.00] Aankhon se baahon
[01:41.59] Mein aa jaaye tu
[01:43.22] Thaamungi aise
[01:44.81] Ki naa jaaye tu
[01:47.49] Badle mein le lungi
[01:49.34] Yun hi saare
[01:52.00] Teri raahein dekhe
[01:53.86] Mere honthon ke
[01:55.19] Namak paare namak paare
[01:57.84] Teri raahein dekhe
[01:59.71] Mere honthon ke
[02:01.30] Namak paare namak paare
[02:41.95] Hosh hai laapata
[02:43.82] Paas aa na sataa
[02:45.68] Mujhko tu ho ataa
[02:47.55] Ye maangu duaa
[02:49.41] Raat ka daur ho
[02:51.53] Pyaar pe gaur ho
[02:53.40] Aur ho aur ho
[02:55.52] Wo jo na huaa
[02:57.64] Haathon se apne hi
[02:59.23] Nikli hoon main
[03:01.63] Thodi si masti hoon
[03:03.75] Pagli hoon main
[03:05.61] Jo bhi hai mera woh tera re
[03:09.86] Teri raahein dekhe
[03:11.72] Mere honthon ke
[03:13.05] Namak paare e e
[03:15.97] Teri raahein dekhe
[03:17.83] Mere honthon ke
[03:19.16] Namak paare.
