Lrc Player

Hawayein Lofi

Unknown artist
[05:07.04]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:24.78] Tujhko… main rakh loon wahaan

[00:32.23] Jahaan pe kahin

[00:35.16] Hai mera yaqeen

[00:40.48] Main jo… tera naa huaa

[00:48.17] Kisi ka nahin…

[00:52.95] Kisi ka nahin..

[00:56.72] Le jaayein jaane kahaan

[00:58.58] Hawayein, hawayein…

[01:00.70] Le jaayein tujhe kahaan

[01:03.09] Hawayein, hawayein…

[01:04.69] Begaani hai yeh baaghi

[01:06.55] Hawayein, hawayein

[01:10.54] Le jaaye mujhe kahan

[01:11.34] Hawayein, hawayein

[01:14.52] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

[01:16.64] Na tujhko pataa…

[01:21.96] O…

[02:02.09] Banaati hai jo tu…

[02:05.53] Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale

[02:09.78] Inhi mein to meri…

[02:14.30] Subah bhi dhalein

[02:16.96] Shamein dhalein

[02:17.76] Mausam dhalein

[02:19.35] Khayalon ka shehar…

[02:22.29] Tu jaane tere hone se hi aabaad hai

[02:26.54] Hawayein haq mein…

[02:30.78] Wohi hai aate jaate jo tera naam le

[02:35.03] Deti hain jo sadayein

[02:36.91] Hawayein, hawayein

[02:39.28] Na jaane kya batayein

[02:40.88] Hawayein, hawayein

[02:43.01] Le jaaye tujhe kahaan

[02:44.87] hawayein, hawayein

[02:47.26] Le jaaye mujhe kahaan

[02:49.38] Hawayein, hawayein

[02:51.51] Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

[02:55.24] Naa tujhko pataa…

[03:00.04] O…

[03:20.93] Chehra.. kyun milta tera

[03:28.90] Yun khwabon se mere

[03:32.36] Ye kya raaz hai?

[03:37.39] Kal bhi.. meri na thi tu

[03:44.04] Naa hogi tu Kal

[03:48.28] Meri aaj hai

[03:52.80] Teri hai meri, saari wafayein wafayein

[03:57.41] Maangi hai tere liye duaayein duaayein

[04:00.87] Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein

[04:05.11] Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein

[04:09.10] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:13.35] Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:17.33] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:21.32] Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:26.10] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:29.56] Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:33.81] Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)

[04:38.05] Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)

[04:42.30] O…