Sher Aaya Sher
[00:18.24] Sher ki zubani
[00:19.25] Sun yeh shehar ki kahani
[00:20.50] Yahan rap nahi hota tere wahem ko bhagadi
[00:22.52] Ladkiyan na gaadi apni alag hai abaadi
[00:24.76] Asal rap ka yeh jwala tere aathma mein jagadi
[00:27.24] Kyun ki farak hai, tujhe chedney ki talab hai
[00:29.50] Tu nakli wala marad hai
[00:31.00] Mardaangi pe kalank
[00:32.00] Hawainiyat ki shakal
[00:33.75] Jitni tujh mein garmi usse zyada garam mera kalam
[00:35.53] Kyu itna besharam?
[00:36.75] Kya kaam ka wo aaj jis mein tera kal nahi
[00:38.74] Kya kaam ka wo kaam jisme tu safal nahi
[00:40.78] Bal nahi
[00:41.76] Dimaag ki zaroorat.. Tere bhai ki hukumath..
[00:44.77] Sachai ki yeh surat
[00:46.00] Bhaag bhaag Bhaag
[00:47.76] Aya sher, Aya sher
[00:48.25] Bhaag bhaag Bhaag
[00:49.24] Aya sher, Aya sher
[00:50.54] Bhaag bhaag Bhaag
[00:51.49] Aya sher, Aya sher
[00:52.76] Sachai ki yeh leher, har mauhalle mein kehar
[00:55.01] Dadagiri bandh kar tu chal tho sambalkar
[00:57.02] Khudko tu dhoond ke tu usko amal kar
[00:59.53] Nakli guroor usko masalkar
[01:01.51] Nakli wajood usko kuchalkar
[01:04.26] Zara Kam kar shaanegiri Kam kar
[01:06.50] zara kam kar yeh lukhey giri Kam kar
[01:08.50] Thanda kar jo bhukhaar tere sar par Kam kar
[01:11.77] Guroor yeh Khatam kar!
[01:14.03] Zara Kam kar shaangiri
[01:15.78] Kam kar zara kam kar yeh lukhey giri Kam kar
[01:18.00] Thanda kar jo bhukhaar tere sar par Kam kar
[01:21.24] Guroor yeh Khatam kar!
[01:23.02] Bhaag bhaag Bhaag
[01:24.00] Aya sher, Aya sher
[01:25.25] Bhaag bhaag Bhaag
[01:26.26] Aya sher, Aya sher
[01:27.52] Bhaag bhaag Bhaag
[01:28.51] Aya sher, Aya sher
[01:30.52] Sachai ki yeh leher, har mauhalle mein kehar
[01:32.26] Bhaag bhaag Bhaag
[01:33.52] Aya sher, Aya sher
[01:34.25] Bhaag bhaag Bhaag
[01:35.51] Aya sher, Aya sher
[01:36.54] Bhaag bhaag Bhaag
[01:37.51] Aya sher, Aya sher
[01:39.01] Bhaag bhaag Bhaag
[01:40.53] Aya sher, Aya sher
