Lrc Player

6570974819251132418_Mere Angne Mein (Male)_Kalyanji Anandji (online-audio-converter.com)

Unknown artist
[05:17.43]·Synced by Guest·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.64] Mere angne mein

[00:31.89] Arre Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[00:37.39] Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[00:41.64] Jo hai naam wala

[00:44.14] Arre jo hai naam wala wohi to badnaam hai

[00:49.89] Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[00:54.14] Arre jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai

[01:11.14] Jiski biwi lambi

[01:13.64] Haan jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai

[01:18.89] Kothe se laga do

[01:21.39] Arre kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai

[01:27.89] Kothe se laga do seedhi ka kya kaam hai

[01:31.89] Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[01:35.64] Arre jiski biwi moti uska bhi bada naam hai

[01:56.39] Jiski biwi moti

[01:59.14] Haan moti, haan moti, ho moti, moti, moti

[02:03.39] Jiski biwi moti uska bhi bada naam hai

[02:07.14] Bistar pe lita do

[02:09.39] Arre bistar pe lita do gadde ka kya kaam hai

[02:15.14] Bistar pe lita do gadde ka kya kaam hai

[02:18.89] Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[02:23.39] Arre jiski biwi kaali uska bhi bada naam hai

[02:40.14] Jiski biwi kaali uska bhi bada naam hai

[02:49.89] Aankhon mein basa lo

[02:51.14] Arre aankhon mein basa lo surme ka kya kaam hai

[02:55.89] Aankhon mein basa lo surme ka kya kaam hai

[03:00.64] Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[03:04.39] Jiski biwi gori uska bhi bada naam hai

[03:25.14] Jiski biwi gori gori gori

[03:28.89] Arre jiski biwi gori uska bhi bada naam hai

[03:34.89] Kamre mein bitha lo

[03:37.39] Arre kamre mein bitha lo bijli ka kya kaam hai

[03:42.64] Kamre mein bitha lo bijli ka kya kaam hai

[03:46.64] Mere angne mein tumhara kya kaam hai

[03:51.14] Arre jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai

[04:07.14] Jiski biwi chhoti, chhoti chhoti

[04:10.90] Arre naati naati, arre chhoti naati, naati chhoti

[04:17.14] Chhoti naati, chhoti naati, chhoti naati

[04:19.64] Jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai

[04:23.64] God mein bitha lo

[04:26.14] Abbe god mein bitha lo bachche ka kya kaam hai

[04:31.64] God mein bitha lo bachche ka kya kaam hai

[04:36.14] Mere angne mein tumhara kya kaam hai haan

[04:39.89] Arre mere angne mein tumhara kya kaam hai

[04:51.89] Hey mere angne mein tumhara kya kaam hai

[04:55.89] Jo hai naam wala

[04:58.39] Arre jo hai naam wala wohi to badnaam hai

[05:02.89] Mere angne mein

[05:05.64] Haan mere angne mein

[05:08.64] Haan mere angne mein tumhara kya kaam hai