Lrc Player

Faltu rapper

Dino
[00:00.00]·
This lyric sheet isn't paired with a song yet, so lines are shown but won't sync or seek.

[00:00.00] ♪

[00:22.94] Accha to aap hi ho mahan Dino James Sacchi sacchi bolo what's your real name

[00:26.70] Isey gaana kehte ho aap bloody nonsense Itni kardi girlfriend ne aapne maa behan

[00:31.07] Thak gaye saale mere sunke kaan Meri jaan aise gaanon ki hai no demand

[00:34.50] Aisa kuch kar na like lungi dance Woh bhi bina koyi payment ya advance

[00:38.64] Yeh spoken word hai, sir its not rap Bas baatein karein nonstop, without gap

[00:42.45] Koi dega nahi aise mein tumko launch pad Bhagwan ne khud hi kiya saara mujhe WhatsApp

[00:46.40] Kitne thake thake videos nikalte ho bhai Sabke dhaki dhaki kyon hain cleavage aur thigh

[00:50.25] Yeh pasand nahi karenge saare youngster Commercial karo beta commercial

[00:54.00] Waise kya definition hai comercial ki Adhnangi chicks, 90s remix

[00:57.97] Aur dhik-chick, dhik-chick kuch bhi lyrics Aur khud ka naam ho 10 baar repeat

[01:01.90] Yeh sab nikalna hai mujhe chhati se Kyun gaane karun zabran party ke

[01:05.84] Aur bhi mere paas bohat topic hain Wahan waise hi itna zyada sala traffic hai

[01:09.84] Sunke gaane Kishore aur Rafique ae Lagta hai rappers hain hum bas toffee ke

[01:13.75] Star bane phire saare nausikhe Sab nakli hain saala, sab hi graphic hai

[01:17.50] Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam

[01:21.09] Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam

[01:25.30] Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down

[01:30.43] Par ulta hota hoon main strong Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam

[01:36.75] Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana

[01:42.66] Par hote hain bas nakaam They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong

[01:48.50] Kahaan karega play, kaun dega stage Dekh mere bhai jaisa desh waisa bhesh

[01:52.74] Itni saari mehnat sab hai waste Ek baar likh phir cut copy paste

[01:56.58] Par hai mere paas bohat stories to tell Lori aur melodies bories mein qaid

[02:00.68] Bas dhoondh raha hoon ek achcha johar'e to sell Vishwas karo yaar no need to help

[02:04.27] Paise khade banaate hain saare kaagzaat Pehle humein banani tumhari suhagraat

[02:08.34] Vishwas leke karte vishwasghaat Naagraj hain aasteen ke yeh saakshat

[02:12.31] Karte khus-phus nuks yeh nikalte nuks Kisi dude ke saath karte na video shoot

[02:16.15] Kuch khud chhut-put, jhooth-mooth, se smooch Kood kood ke dekhega phir yeh video youth

[02:19.96] Main likhta hoon achcha ekdum mind blow Aur stories hain meri saari bhai pure

[02:24.03] Par rapper nahi hoon accha you know why bro?

[02:25.89] Kyonki kar nahi paata hoon main joint roll(Ha ha ha ha)

[02:28.13] Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein

[02:33.80] Yeh sunta hoon main aaj Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam

[02:39.28] They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong Tu faltu rapping karta hai

[02:44.96] Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aaj

[02:51.36] Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down

[02:56.15] Par ulta hota hoon main strong

[02:58.86] Kuch saalon ki kalaiyon mein hoti hai moch Baaton mein ouch, T-Shirt like blouse

[03:02.82] Dino from south, bana ke pout Jaise tau gaaon me bata kare daba ke pouch

[03:06.86] Seedhe gau lagte hain mujhe yeh somehow Andar Shakti Kapoor hai Lalita aau

[03:10.56] I wish chillaun main loud izzat bachaun Bhaagu yahan se saala casting couch

[03:14.63] I said main wo wala rapper nahi hoon sir Maine kab kaha yo ma wassup n!gga

[03:18.79] Aise hi raha hoon main hardam se Nahi hai keedon ka tattoo mere gardan pe

[03:22.40] Gaanon ko dete mere das mein das Zabardast, You, be in touch

[03:26.24] Unpe karke trust aur baatein maan ke sach Church mein gasht bas lagne lagte bas

[03:30.36] Phir karta hoon maheeno mein call pe call Woh pass karte rehte mujhe like a ball

[03:34.10] Mere sad smilies aur unke lol Jab kaha fuck you all Ho gayi problem solve

[03:37.99] Ghisi piti wahi baatein karke mujhko pakaye Meri saari majboori ka banate hain mazaak

[03:45.81] Busy busy busy hone ka naatak karte but why Kabhi milte galti se dete bas yeh jawab

[03:53.59] Ke Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein

[03:59.11] Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam

[04:05.11] They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong

[04:10.06] Oh faltu rapper Oh faltu rapper Oh faltu rapper Faltu rapper

[04:17.17] Oh faltu rapper Oh faltu rapper Oh faltu rapper Faltu rapper

[04:25.03] La la la laa laa, La la la laa laa La la la laa laa, laa laa laa

[04:32.73] La la la laa laa, La la la laa laa La la la laa laa, laa laa laa

[04:40.73] La la la laa laa, La la la laa laa La la la laa laa, laa laa laa