Chod diya
[00:01.35] Chhod diya wo rasta
[00:03.23] Jis raste se tum the guzre
[00:06.42] Chhod diya wo rasta
[00:10.69] Jis raste se tum the guzre
[00:11.75] Tod diya wo aaina
[00:16.00] Jis aaine mein tera aksh dikhe
[00:19.99] Main sehar mein tere
[00:24.23] Tha gairon sa
[00:27.18] Mujhe apna koi na mila
[00:31.98] Tere lamhon se Mere zakhmon se
[00:37.29] Ab toh main door chala
[00:42.08] Rukh na kiya un galiyon ka
[00:46.86] Jin galiyon mein teri batein ho
[00:52.45] Chhod diya woh rasta
[00:56.97] Jis raste se tum the guzre
[00:00.00] Main tha mushafir rah ka teri
[00:00.00] Tujh tak mera tha daayra
[00:00.00] Main tha musafir raah ka teri
[00:00.00] Tujh tak mera tha daayara [X2]
[00:00.00] Main bhi kabhi tha mehbar tera
[00:00.00] Khanabadosh main ab thehra [X2]
[00:00.00] Chhuta nahi un phulon ko
[00:00.00] Jin phulon mein teri khushbu ho
[00:00.00] Ruth gaya un khwabon se
[00:00.00] Jin khwaabon mein tera khwab bhi ho
[00:00.00] Kuch bhi na paya maine safar mein
[00:00.00] Hoke safar ka main reh gaya [X2]
[00:00.00] Kaagaz ka wo sidha ghar tha
[00:00.00] Bhigte barish mein beh gaya
[00:00.00] Bhigte barish mein beh gaya
[00:00.00] Dekhun nahin us chandni ko
[00:00.00] Jis mein ki teri parchai ho
[00:00.00] Dur hun main in hawaaon se
[00:00.00] Yeh hawa tujhe chhu ke bhi aayi na ho
